Quote Originally Posted by mr_innocent View Post
Dear CM......
palay tu thanks for such a nice reply.....main nay app ka reply abi pora nahe para q k main is ko details say parna chahta hun...per main yahan aik bat clear karon ga k incident tu hazrat Mosa R.A k time ka he hai per yahan yah incident batny ka maqsad kuch aur tha...yah nahe tha k yah halal hai k nahe.....
yahan is ko batny ka maqsad yah tha k us time logon may itna sayoor nahe tha phir b Hazrat Mosa R.A nay kasi ko sunsar nahe keya.....aur App SAW ka time tu hai he bht acha phir is time may koie q kar sukta hai?????????????
anyway mari koie bat galt mat layna plz...mara maqsad bas answers layna hai...Allah app ko jaza day.amen
Quote Originally Posted by mr_innocent View Post
ab app nay jo pali ayat di hai..us ko he read kar lo...yahan sunsar ka order hai?


is therad may mara question yah hai k sunsar ka order kahan aya hai?quran may ya Hadesh may??????that's all
arre nahi.is discussio main bura maan ne wali kia bat hai.kisi na kisi reference se insan knowledge hi share karta hai. shukria answer ke liye..ji ye aayaat main ne issi liye share ki ke..sab ko malom ho sake ke kahin bhi sangsaar karne ka hukum nahi hai. bohot waaze likha hai jo bhi likha hai..