per chacha jan mjy lagta hai ALLAH naraz nhi hota ku k Wo kehta hai k insan zameen or asman gunah se bhar de phir b agar toba k liye Uski traf aik qadam aye to Wo bag k das qadam qareeb a jata hai or ALLAH to ALLAH hai Usy kia farq pary or ku pary hmary gunahon se jb k Usi ne kaha k insan khata ka putla hai na shukra hai jagarny wala hai phir Wo ye b kehta hai k Mai barha ghafoor o Raheem hon phir Wo kese naraz ho skta haibhala??
Mai ne boht bar gunah kr k dekha k kia ab b Wo mjy sunta hai ? Meri pukar ka jwab deta hai? mj se khush hota hai toba krny pe to har bar jwab han mila Wo naraz e nhi hoa mj se or bar bar maaf kr deta hai khush b jaldi ho jata hai
@Nimra Rashid
Bookmarks