shukria taimoor.par sawal toh ye hi hai ke..ham in rishtoun se mohtaat ho jayain.aur ye wazeh farq hamare rawwiyoun se saaf zahir bhi ho..hamian dil main mehsoos bhi ho ke ham aise rishtoun ka dil dukha rahe hain..par ye jaante houn..ke in hi rishtoun ne baar baar ghaltiyaan dohraa kar hamain majboor kia..toh kia hamara youn mohtaat ho jana sahi hai?
Bookmarks