zindgi ke mosam issi tara badalte hain
aaj eak hai to kal nahain
fana her kisi ka picha kar rahi hai
bas shakhas khud ko kya samjhta hai