google.com, pub-2879905008558087, DIRECT, f08c47fec0942fa0
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
    Results 11 to 20 of 21

    Thread: Ek Sawal

    1. #1
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Ek Sawal

      Aslam o Alaikum
      Kese Hain Sub????
      Umeeed Hai Ba Khair O Afiyaat Honge

      Aaj Yahan Me Apny Mann Ki Ek Uljhaan Suljhany Aye Hun

      Kafi Aarsay Se Dil O Dimaagh Mein Ek Sawal Ghoom Raha Hai

      Socha Apni UT Family Se Share Kar Lun

      Aap Sub Log Meri Uljhan Suljhanay Ki Koshish Karye Ga

      "Kehtay Hain
      Pyaar O Muhabbat
      Ek Anmol Or Nayab Jazba Hota Hai
      Jo K Kismat Walon Ko Milta
      To Phir
      Log Pyaaar O Muhabbat Jese Anmol Jazbay Ki
      Qadar Q Nae Karty??????
      Kisi k Jazabaat Q Nae Smjh Paty????
      Q Muhabbat Jese Jazbay Ko, Jisski Her Insaan Ko Zarurat Hoti Hain, Q Essay 4 Granted Lena Shuru Hojaty Hain??????
      Q Wo Chahty Hain K Unhy Sirf Milay, Wo In Return Kisi Ko Dain Na??????"

      Ho Saky To Meri Uljhaan Suljhany Ki Koshish Karye Ga

      Similar Threads:
      Last edited by Miss You; 12-18-2014 at 03:29 PM.

    2. #11
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      23

      Re: Ek Sawal

      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
      Walaikum salam. ..nice question nimra..mohabbat main return ki umeed rakhna..izhar karna, aur karwaana, aur kamyabi..ye baatain agar nikaal di jayain toh koi bhi insan kamyab mohabat kar sakta hai. hamare haan mohabbat ko aik doosre ko paa lene se tashbeeh di jati hai.jabke mohabbat toh aik jazba hai.bohot hi paakeeza jazba..is jazbe kaa na toh izhaar zaroori hai, naa hi is main takraar zaroori hai.ye jazba bas paida ho jaye.toh ho jata hai..insan is jazbe main jalta bhi hai, udas bhi hota hai, aur aksar be ronq bhi ho jata hai.magar ye jazba insan ko andar se tar-o-taza kar deta hai..bazaahir beshak insan bujh jaye.aaj kal is jazbe ka ho jana..yaktarfa toh hota hi hai.sath hi sath..intihaaiee takeef deh bhi..kion ke aaj kal koi kisi se wafa nahi karta..sirf aur sirf khuaahishaat ka pehra hai..mohabat ko sirf dil main jaga deni chaahiye..ghar main..ya jazbaat man maqaam nahi dena chaahiye.is ka sab se paakeeza makaam dil hai.aur isko dil main chupa kar rakhna chaahiye..warna ye hi mohabat naa sirf ruswaa ho jati hai..balke shaitaan ke warghalaaiye main bhi aa jati hai.ALLAH PAK HAM SAB KA DAAMAN PAAK RAKHE.AAMEEN.
      Ameen.Bilkol sahe kaha ap ne...ye ek.lateef jazba hai Or Bara Paak jazba hai...RABB REHMAN bhi To apne Bande se 70 Guna barh k piyaat karta hai mai pochta ho kia ap mai ya koi or insaan RABB REHMAN ki be Panah Muhabbat K Badle Return mai Kitni Muhabbat karta hai RABB REHMAN se..ye Ap Apne ap se or mai apne Ap se or har insaan Apne ap se Poch le jawab mil jaey ga or phir Os k baad es thread k ek sawal k Boht se Jawab mil jaey ge jo Dil o dimag ko satisfy karne k liye kaafi ho ge.

      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    3. #12
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      23

      Re: Ek Sawal

      insaan Kis qadar Zalim hai k RABB REHMAN se Osi k banaey howe Insaan Ko Talab karta hai os ki muhabbat ko pana chahta hai,par RABN REHMAN se Kabi RABB REHMAN ko Nahe Talab karta RABB REHMAN se RABB REHMAN ki Chahat O Muhabbat ko Nahe mangta...Kon samjhe ye baate Par Jise RABB REHMAN samajhne ki Toufeeq de.

      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    4. #13
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      23

      Re: Ek Sawal

      Nimra ap ko samjhane k liye koch baate samjha raha ho shaid samajh a jaey ap ko or ap k sawal ka jawab mil jaey or Ap Amli Zindgi mai Satisfy ho jao..ek Maa Ka Bacha Apni Maa se ye kahe k Amma Muje Apne Dost ki Amma Boht Achi lagti hai kaash Meri Maa Mere Dost ki Maa hoti or Kia Mai Apne Dost ki Amma Ko Apni Maa Bana K Amma bola sakta ho..? to Os bache ki Maa Pe kia Beete gi Os K Dil pe kia Guzre gi...Just Imagine Os Maa Ki Jaga pe Apne Ap ko Rakh k socho...Or Ek Insaan Jise RABB REHMAN ne Apne Hatho se Banaya Itni chahat o Muhabbat k sath Takhleeq kia or phir vohe Insaan RABB REHMAN se Chahat karne or Os ka Bane Ki bajaey Insaan ko RABB REHMAN se Mange or Insaan ki Muhabbat pane ki Dua'ain RABB REHMAN se Mange...to RABB REHMAN pe Kia guzarti ho gi K Mera Banda Muj se Meri Muhabbat mangne ki bajaey Mere bando ki Muhabbat maang raha hai...es Nazria se Socho shaid meri baat or mera point of view samajh aa jaey...or ap ko jawab mil jaey.

      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    5. #14
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Re: Ek Sawal

      Quote Originally Posted by singer_zuhaib View Post

      Dear
      Alhamdulilah
      Me ye sub bht achay se samjhti hun
      Mgr aap mera point of view nae smjh rae
      Me ne ek gnrl scenario me question pucha tha
      mgr aap ussay ek alag level pe le ja k answer ker rae
      mjhe aaki ek b baat se ikhtelaaf nae
      mgr baat mere satisfy hne ya na hne ki nae hai
      na he mjhe esi kisi situation ka samna hai jiski waja se me ne ye question pucha ho
      ek khyaal ek sawal dil me aya tha
      to puch liya
      ye sub baatein darust hain aapki

    6. #15
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      23

      Re: Ek Sawal

      Its dosen't mean k Har baat insaan pe beete to he insaan koch poche,mere khud mind mai na jane kese kese khiyaal o sawalaat peda hote rehte hain.par ap ne jo sawal pocha os ka mene example se samjhana chaha hai,or mai ap ka point of view bilkol samajh gaya ho...yehe k Insaan jise chahta hai jis se muhabbat karta hai os ko mini ap k jazbaat ki qadar to hona chahiye,par mai yehe to samjha raha ho na k ye kesi muhabbat hai k jo Badle mai muhabbat mangti hai ya koch na koch chahti zaror hai.Muhabbat ka jawab Nafrat se kadurat se ya Be Rukhi se mile ya Be Qadri se mile or Chahe jawab he na mile par muhabbat karne wale ki muhabbat agar kum ya khatam hoti hai its mean os ne muhabbat ki he nahe...muhabbat to vo hai k Mehboob Nazr e Iltafaat kare na kare dekhe na dekhe,bole na bole,nafrat kare ya muhabbat,gilla,shikwa kare ya Tareef kare,izat kare ya be izati par ap k dil mai phir bhi agar Vohe vo Insaan basta or Har pal dharkan ki tarhan dharakta hai to its mean Ap Ne Sachi Pakki or Paak Muhabbat ki hai jis Ka Nasha Saroor Mai Ap ko mehboob ki Be Qadri Karne k bawajood bhi ap Os Se Muhabbat karna choor nahe paey,kum nahe kar paey,khatam nahe kar paey.

      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    7. #16
      Zindagi www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Rana Taimoor Ali's Avatar
      Join Date
      Nov 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      1,418
      Threads
      273
      Thanks
      358
      Thanked 643 Times in 324 Posts
      Mentioned
      172 Post(s)
      Tagged
      2697 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Ek Sawal

      Quote Originally Posted by Nimra Rashid View Post
      Aslam o Alaikum
      Kese Hain Sub????
      Umeeed Hai Ba Khair O Afiyaat Honge

      Aaj Yahan Me Apny Mann Ki Ek Uljhaan Suljhany Aye Hun

      Kafi Aarsay Se Dil O Dimaagh Mein Ek Sawal Ghoom Raha Hai

      Socha Apni UT Family Se Share Kar Lun

      Aap Sub Log Meri Uljhan Suljhanay Ki Koshish Karye Ga

      "Kehtay Hain
      Pyaar O Muhabbat
      Ek Anmol Or Nayab Jazba Hota Hai
      Jo K Kismat Walon Ko Milta
      To Phir
      Log Pyaaar O Muhabbat Jese Anmol Jazbay Ki
      Qadar Q Nae Karty??????
      Kisi k Jazabaat Q Nae Smjh Paty????
      Q Muhabbat Jese Jazbay Ko, Jisski Her Insaan Ko Zarurat Hoti Hain, Q Essay 4 Granted Lena Shuru Hojaty Hain??????
      Q Wo Chahty Hain K Unhy Sirf Milay, Wo In Return Kisi Ko Dain Na??????"

      Ho Saky To Meri Uljhaan Suljhany Ki Koshish Karye Ga
      ap k is sawal ka jawab khod ap k he sawal mai ziada behas ho he nahii sakti simple ap ne khod kaha anmol jazba haiaur kismat se milta tu jis ki kismat he nahi nahi hota wo kese qadar kre ga iski? itna anmol hota tu har kisi ko kese mil sakta hai ye ? bas baat idher he khatam hoti hai ulajhna kis baat ka phir ?

    8. #17
      New Member Fadwa14's Avatar
      Join Date
      Jul 2014
      Posts
      27
      Threads
      3
      Thanks
      0
      Thanked 4 Times in 4 Posts
      Mentioned
      0 Post(s)
      Tagged
      9 Thread(s)
      Rep Power
      0

      Re: Ek Sawal

      Mujhay to in sab jazbaat ki samajh hi nahin aati

    9. #18
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Re: Ek Sawal

      Quote Originally Posted by Rana Taimoor Ali View Post
      ap k is sawal ka jawab khod ap k he sawal mai ziada behas ho he nahii sakti simple ap ne khod kaha anmol jazba haiaur kismat se milta tu jis ki kismat he nahi nahi hota wo kese qadar kre ga iski? itna anmol hota tu har kisi ko kese mil sakta hai ye ? bas baat idher he khatam hoti hai ulajhna kis baat ka phir ?
      Kamal ker dya larkay

    10. #19
      Zindagi www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Rana Taimoor Ali's Avatar
      Join Date
      Nov 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      1,418
      Threads
      273
      Thanks
      358
      Thanked 643 Times in 324 Posts
      Mentioned
      172 Post(s)
      Tagged
      2697 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Ek Sawal

      Quote Originally Posted by Nimra Rashid View Post
      Kamal ker dya larkay
      ji bas mai aise kamal karta he rehta hon akser

    11. #20
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Re: Ek Sawal

      Quote Originally Posted by Rana Taimoor Ali View Post
      ji bas mai aise kamal karta he rehta hon akser
      Betazara dehaaan se

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •