ak larki pahli bar bahri jahaz main safar kar rahi thi
aur boht khofzada thi chand gahnton k bad wo captan k pass gai
aur boli "agar samandar main jahaz k samny koi chatan ajay to kia hoga"
kuch nahi captan ny kaha "chatan mazrat kar k ak taraf hat jay gi"