Re: Salgirah Ka Din Aya Hai............................!!!
Originally Posted by Rudy King
fire miss ni hua jina agr miss ho jata tu khirmaan ji happy na hoti alag style se Bd wish krne per..
or maine apne dost ko khush kr dia wish kr k .. so khanda b teek tah or mera nishana b.. jinab
maine aik jumla aur bhi likha tha akhir main
logon ki khushk fehmiyan nahi jatin,
chalain aap aisay hi khush rahain,,,,,,,,,,,,,,kam az kam jal kurh kar apna rang kala karnay say tou baz rahain ge
Re: Salgirah Ka Din Aya Hai............................!!!
Originally Posted by Mamin Mirza
maine aik jumla aur bhi likha tha akhir main
logon ki khushk fehmiyan nahi jatin,
chalain aap aisay hi khush rahain,,,,,,,,,,,,,,kam az kam jal kurh kar apna rang kala karnay say tou baz rahain ge
ahhahaa
waise na khush fehmia hey na khushk fehmia.... mai in dono bemaario ka patient ni hn
Bookmarks