Agree,ap ne acha define kia hai.shukran.hmmm...jahan tak mein kuch samjh pai hon woh yeah ky yahan "tanhai pasnd logon sy dushmani yan dosti rakhna bekar hai" sy mura'd yeah ky yeah log be-zrar hoty hain....bilashuba faida hasil kiea ja sakta hai magr aisy log kisi ka nuqsan nahi karty.....or na hi kisi ky ma'mlat-e-zindagi wagera main dakhal andazi karty hain......in ki apni hi aik alag dunia hoti hai....or aisy nataij aksariyat ki buniyad par aakhaz kiye jaty....har shakash ka mukamal pura utrna zarori nahi....
Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya
Talaash E khudi
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks