Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
Yaad toh har koi karega jaane ke baad
sache pyar ka pata chal jaayega vaqt aane ke baad
kaun kitni mohabbat karta hai
nazar aajayega mar jaane ke baad.
Hai kis bala ka photographer sitam zareef,
Mayat sy kih raha hai zara muskurayiye.
یاد رکھو تو دل کے پاس ہیں ہم
بھول جاو تو ہیں فاصلے بہت
es shab k muqdar me sahar hi nahi muhsin
kai bar main ne dekha hai chraghoon ko bujha kar
yaha sab log kehtay hai meri ankho mai ansu hai
jo tu samjhay to moti hai jo na samjhay to pani hai
"kuch na keh ker bhee bohot kuch keh daytey hain log,
KHAMOSHI bhee ek tarz-e-guftugu hay dosto!"
Teray Ird-Gird Hain Ghoomtay Meri Zindagi kay Maamlay
Tujhay Dhoond Lenay kay Shoq mai Main nay Apna-Aap Gunwa Diya
zaruri nahi ke aag sey jal jaay basher,
baaz logon ko muqader bhee jala daytey hain!
aaj halki halki baarish hay
aj sard hawa ka raqs bhi hay
aj phool bhi nikhrey nikhrey hain
aur in main tumhara aks bhi hay
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks