Quote Originally Posted by Khaak~e~Tayeba View Post
Shazli ye btaiye k kiya in ayaat ko perhney k liye koi khaas waqt tu muqarar nhi ? yani subha parhna behter he ya shaam ko ? raat ko soney se pehley parhna kesa he ?
or itni achi sharing k liye Allah Tala apko jaza.e.kher ata farmaye ,Ameen !
Din me ksi bhi time ek martaba perh sakty hain. aapki sahoolat per he.

baqi ilaaj ki gharz se es ke khaas oqaat hotey hain jin me parhi jati he. misal ka tor per subhake 1 baar, maghrib ke baad 1 bar, aur isha ke baad 1 baar.