Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
hmmmm
kash.......baat iss kashi hi par tou aakar ruk jati hai...aur aik kasak si seenay main chot jati hai.
bahar tehreer parhnay aur sarhanay k liye azhad nawazish....!!!

Hmmm kash k aisa hu skta insan lafz kash ko zindagi se nikal skta...

Per nakaam si rahti hy insan ki ye koshish..

Or aik din insan qabar mai uhtar jata hy..