"zabt ki har had se hum aaj guzar jaayenge...
us bewafa ki mehfil ko apne kah~kaho se sajayenge,,,
kisi aur ka daaman uske haathon me deker..
RAB se,,apni tamam khusiyaan uske naam likhwayenge."
Printable View
"zabt ki har had se hum aaj guzar jaayenge...
us bewafa ki mehfil ko apne kah~kaho se sajayenge,,,
kisi aur ka daaman uske haathon me deker..
RAB se,,apni tamam khusiyaan uske naam likhwayenge."
saath kisi ka do....to rooh me samajaana.........
saaye to andhere me saath chod dete hain
"zabt ki har had se hum aaj guzar jaayenge...
us bewafa ki mehfil ko apne kah~kaho se sajayenge,,,
kisi aur ka daaman uske haathon me deker..
RAB se,,apni tamam khusiyaan uske naam likhwayenge."
""shab hote hi,,woh meri aankhon me utar aata hai..
nange pav jaise chaand,,badalon se nikal jaata hai,,
haath pakad ker mera woh kahkashan se milwata hai,,
har ek naye khwaab ki tabeer mujhe samjhata hai,,
subah hote hi ,,phir,,saaye ki tarha lipat jaata hai.."
shab hote hi,,woh meri aankhon me utar aata hai..
subah hote hi ,,phir,,saaye ki tarha lipat jaata hai
"""tujhe salaam kya likhe,,isme bhi tera naam hai..
har paigaam me charcha tera aam hai...
ab naye lafz dhundhker laaye kahan se hum,,
har ek musalmaan,ke labon per tu.. muskuraata ,,subh~o~shaam hai"""
hum Munaaafiq ki zindagi jiya nahi karte
be-waje kisi ki taareef kiya nahi karte
uski tareef karne ka andaaz hai sab se al~haidah...
har lafz muskuraker,,,choti si baat bhi,,"shayri" bana deta hai..
Wrong Section
Thread Moved to ask an expert
uski tareef karne ka andaaz hai sab se al~haidah...
har lafz muskuraker,,,choti si baat bhi,,"shayri" bana deta hai...
"khamosh aankhon se woh jaane kya kahna chahti hai,,
har ,tabassum per uski palken bheeg jaati hai""'
mehfil-e-shaeri me aesa surroor chagayaa
mujhko apne qalam par ghurroor aagaya..........
unki aankhon par likhne ki tamanna thi....
par likh na sake......
islye aapka likha dekhkr khush hain
http://www.shayari.in/shayari/attach...arkclouds..jpg
baarish..
"yeh syaah baadal meri aarzuon ko kaii rang de jaate hai,,,
unki qurbat ki khwaiish ke naye paigaam de jaate hai...
intezaar me jagii,,meri aankhon me laali de jaate hai...
meri har khamosh aah ko aawaz de jaate hai,,,
kaee mehfilon ko meri phir se,,tanhah kar jaate hai,,
http://www.shayari.in/shayari/attach...mpgianrang.jpg
"hawa ka koi khush~gawaar jhonka,,jab mujhe choo kar guzar jaata hai...
teri qurbat ka bhula ,,har rang mere wajood per,,bhikhar jaata hai"
tu mile to maanind-e-bahar sanwar jaaunga
warna khud apne wajood me bikhar jaaunga
"zindagii me meri ab bahar kahan,,,
khizah ke saare mausam,,woh saugaat me,degaya mujhe,,"
http://www.shayari.in/shayari/attach...6leavesdry.jpg
mausam-e-hijr ko nemat jaanlo
muhabbat hai tanhaai ye maanlo
....itna jaante tab muhabbat karte hi nahi,,
....tinka~tinka,,jalker,,azeeyaton se guzarte hi nahi...
ishq wo samandar hai.......jisme doob jana hai zindagi
doobkar bhi jo na bhuje......ye hai wo tishnagi
hum,chahaton ke samunder ki gehrayeeon se darte nahi "salam"
,,sirf hairaan hai,,kyu koi mauj,,is pyaas ko bujhaati, nahi?"
tadap....pyaas karb aur aansooo..........
yehi alaamat hai Salaam dil lagane ki
"har alaamat,,hum nazar~andaaz kar jaate hai,,
ulfat ke sirf ek lamhe,,me,,zindagii jee lete hai.."
ek pal me ek sadi ka maza humse poochiye......
do din ki zindagi ka maza humse poochiye
bhulein hain rafta-rafta unhe muddaton me hum
qistoan me khud-kushi ka maza humse poochiye
http://www.shayari.in/shayari/attach...2rainalone.jpg
.....
hawaon ne jab meri zulfen kholeen,,,,
baadlon ne,,dur se dil ko aawaaz dee,,
bijliyon ne jab mere aangan me tasweer banayee,,
teri qami,,mere`rom`rom me samayee,,
har tadapti aah ne duhayee lagayee,,
hay!!,,yeh barsaat ne kaisi aag lagayee,,
pura jism bhigoker,,ruh ki pyaas,,kuch aur badhayee,,!!!!
http://s4.favim.com/orig/50/beautifu...com-453911.jpg
,,,,,,Yeh Lafzon Ki Shararat Hai, Sambhal Kr Kuch Bi Likhna Tum,,,,,,,,,,,,,,,,,
Mohabbet Lafz Hai Lakin Yeh Aksar Ho Bhi Jaati Hai . .,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
,,,,,,,,
Mat pucho ki kis tarah se chal rahi hai Zindagi...
Us dour se guzar rahe hai jo Guzarta hi nahin !!!
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,,,
,,,,,,,,,,,,,,,,,http://img1.imagehousing.com/1/2384f...af1285af67.jpg
aaj phir udas bhaitha hun.....
tumse milne ki aas liye bhaitha hun.....
Mujhe bhi yad rakhna jub likho tariq e wafa,.
K humne bhi lutaya hai muhabat main sukun apna
Ek roz mere hijr ki duniya me aake dekh,
Tanhaiyon ke dasht me dera laga ke dekh,
Hum ehl-e-wafa pyar ko ruswa nahi karte,
ye jan-e-wafa hum ko zara aazma ke to dekh
,Wo shakhs Ajnabi to nahi,
Dost bhe nahi..
Per Kal jab Mila toH
Dair Talak dkhta Raha..!
`````````````````````````````````````````````````` ```````````,http://img1.imagehousing.com/1/e63bc...9baee1a1cc.gif
khuda ka Shukar
Hai kay Ansoo
Bey-Rang Hote Hain..
Dost
Warna Raaton ko Bheeg Jaane Waley
......Takiye bohat Raaz khol Diya karte.
ღ~•●♥ Dilon Se Jorrti Thi Jo Dilon Ko,
Woh Sab Rasmain Badalti Ja Rahi Hain.♥●•~ღ
Dil wale To Aur Bhi Honge Tere Shehar Mein
Magr Mera Andaz-E-wafa
Tujhe Aksar Yaad Ayega...
chalne ka hausla nhi rukna muhaalkar dia
ishq ke iss safar ne to mujhko nidhaal kar dia.....
milte hue dilo ke beech aur tha faisla koi
usane magar bhichadte waqt aur sawal kar dia.....
dard,,
"dard:zindagi se wafa karta hai,,,
saanse ruk jaati hai,,
dard phir bhi saath rahta hai."
dard ek sonch hai....dard ehsaas hai
dard ek lafz aur dard hi kitaab hai
dard mera yaar hai...dard se pyaar hai
dard mujhe dene dard betaab hai
"dard,saare ehsaas jagata hai..
har ek lafz ko nikhaarta hai,,
har bichde saathi,, ki yaad dilata hai,,
chahat ka taaj ussi se jagmagata hai"
dard jab badh gayaa...had se jab guzar gaya
dekh mera haal mujhse......har apna mukar gaya
dard ki koi sarhad nahi hoti,,
dard ki koi intehaan nahi hoti,,
har daur me sab ne isse apnaya hai,,
chahker bhi iski kami nahi hoti'