Uski justuju ....uska intezar aur akela pan...
thak haar kar muskura deta hoon...jab roya nahi jata
Printable View
Uski justuju ....uska intezar aur akela pan...
thak haar kar muskura deta hoon...jab roya nahi jata
@BDunc; @Jelly Bean; @intelligent086; @Aseer e Wafa; @_Alex_; @Ainee; @CaLmInG MeLoDy; @Veedoo; @Ubaid; @Hania Shah; @sehrish2134; @Moona; @Haniesh Shah;
Excellent
Justju jis ki thi na paya hum ne:(
Nyc Sharing
:Nice:
t4s
Umdah intekhab
share karne ka shukariya
Ek Eshq ka gham aur is par yi dil afat
Ya gham na diya hota ya dil na diya hota
Arzoo teri barqarar rahai
Dil ka kiya hai raha na raha
Tumhara dil merai dil k barabar ho nahi sakta
Wo shesha ho nahi sakta ye pathar ho nahi sakta
Bada shor suntai thai pehlo mil dil ka
Jo cheera to ek qatra khon na nikla
Thank u bhaiya
Thank u habib bhai
Thank u ubaid
Ji bas dosto ka hausla barhane k liye ye start kar liya maine
Humari khoj mein rehti thi titliyaan aksar..
Ki apne shehar ka husn-o jamaal the hum bhi …!