Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.
Re: Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.
main shair mai mistakes hain
niche wala thek likha hoa hai

bahi jii kam acha karthe hain leken app shairy samnj kar design nehi karthe ,is sher ka egg se kaya talq hai,
design ko design karne se pehle us sher ka matlab kisi se pooch kar design keya karin phir app us ko khubsoort se design kar sakin gey,?

وعلیکم السلام
انتخاب کلام اور کام
;)) عمدہ

Quote:
Originally Posted by
Rana Taimoor Ali
main shair mai mistakes hain
niche wala thek likha hoa hai
Han ho sakta hai. Main abhi tak urdu pura sikh nahi saka. but if u indicated that mistake..I could take a chance to correct that.
Quote:
Originally Posted by
Veedoo
bahi jii kam acha karthe hain leken app shairy samnj kar design nehi karthe ,is sher ka egg se kaya talq hai,
design ko design karne se pehle us sher ka matlab kisi se pooch kar design keya karin phir app us ko khubsoort se design kar sakin gey,?
Main shayri samjh ker hi design kiya tha. Socha tha main is comment ke jawab nahi dunga, Lekin apke is remark per aur log bhi aysa soch sakte hain is liye yeh jawab.
her kam asan nahi hota her kisi ke liye. keyun ke wo skill nahi hote, wo right way dhund nahi patey, wo kam ko pechida ker detey hain and more various cozes remain there. Insan bhi aysa hi hain. Kuchh log ke akal mature nahi hota, kuchh galat soch ke hote hain, kuchh insaniyat se koi talluk nahi rakhte. Main yehi lana chaha apne design me, ke kuchh log apne akal ke, insaniyat ke, charche nahi kartey. Wo etney nadan hotey hain jayse abhi aeye hain duniya per, Ek egg shell hi unke duniya hai. Wo sirf khud ko ley ker busy rahe, Apne ander hi gum rahe. Apne duniya me hi ghumt rahe. Wo us shell se bahar aakar kisi ke koi kam na aeye. Design aur cheez hai. Lekin usme abstract thoughts aur cheez hai. Yeh bat thik nahi ke main shayeri ko nahi samjh ker design karta hun.
Quote:
Originally Posted by
intelligent086
وعلیکم السلام
انتخاب کلام اور کام
;)) عمدہ
Thanks Habib bhai.
Re: Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.
Quote:
Originally Posted by
Daniel-7
Han ho sakta hai. Main abhi tak urdu pura sikh nahi saka. but if u indicated that mistake..I could take a chance to correct that.
.
niche wala shair bilkul thk likha hoa ose compare kro
Re: Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.
بس کہ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ایسے لکھا جاتا ہے میرے خیال سے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
اور بیچارے کو انڈے سے کیوں نکالا ہے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔؟؟؟

Very nice presentation ji..
Re: Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.
Quote:
Originally Posted by
Daniel-7
Quote:
Originally Posted by
Abu Affan
بس کہ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ایسے لکھا جاتا ہے میرے خیال سے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
اور بیچارے کو انڈے سے کیوں نکالا ہے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔؟؟؟
mujhe lagta hai danial sb ne ye define karne ki koshish ki hai ke Allah pak ke karam se ham insan hain..warna chooze murghoun ki tarha bhi dunia man hamara wajood ho sakta tha..

good hai. melody google pe sharing karti rai hai update. but join me ko abi karna para. melody ke invitation pe.
ma b thora designing ja nti..par hindi ap log smjho ge ni.kisi ke pas urdu text hai.to send me. mujhe urdu likhni not aati.par parhni ati. send me text.mei apna design post karongi.
Re: Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.
Quote:
Originally Posted by
Abu Affan
بس کہ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ایسے لکھا جاتا ہے میرے خیال سے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
اور بیچارے کو انڈے سے کیوں نکالا ہے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔؟؟؟
Quote:
Originally Posted by
CaLmInG MeLoDy
mujhe lagta hai danial sb ne ye define karne ki koshish ki hai ke Allah pak ke karam se ham insan hain..warna chooze murghoun ki tarha bhi dunia man hamara wajood ho sakta tha..
I've explained my design concept above on Veedo jees remark. Plz read it once.
Re: Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.
Quote:
Originally Posted by
Daniel-7
Han ho sakta hai. Main abhi tak urdu pura sikh nahi saka. but if u indicated that mistake..I could take a chance to correct that.
Main shayri samjh ker hi design kiya tha. Socha tha main is comment ke jawab nahi dunga, Lekin apke is remark per aur log bhi aysa soch sakte hain is liye yeh jawab.
her kam asan nahi hota her kisi ke liye. keyun ke wo skill nahi hote, wo right way dhund nahi patey, wo kam ko pechida ker detey hain and more various cozes remain there. Insan bhi aysa hi hain. Kuchh log ke akal mature nahi hota, kuchh galat soch ke hote hain, kuchh insaniyat se koi talluk nahi rakhte. Main yehi lana chaha apne design me, ke kuchh log apne akal ke, insaniyat ke, charche nahi kartey. Wo etney nadan hotey hain jayse abhi aeye hain duniya per, Ek egg shell hi unke duniya hai. Wo sirf khud ko ley ker busy rahe, Apne ander hi gum rahe. Apne duniya me hi ghumt rahe. Wo us shell se bahar aakar kisi ke koi kam na aeye. Design aur cheez hai. Lekin usme abstract thoughts aur cheez hai. Yeh bat thik nahi ke main shayeri ko nahi samjh ker design karta hun.
Thanks Habib bhai.
Hmm. Sahi. Wese abstract ko samajhna aur define karna waqaee kafi mushkil kam hai. May be yehi waja hai k hum log samajh nahi paaye. Aur waqee kuch insan. Ek khol main band reh k tamam zindagi guzar dete hain. In that way. Nice presentation.
Re: Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.
Quote:
Originally Posted by
Daniel-7
I've explained my design concept above on Veedo jees remark. Plz read it once.
so sorry ... i think mind kia app ne....... sorry bro
Re: Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.
Quote:
Originally Posted by
CaLmInG MeLoDy
mujhe lagta hai danial sb ne ye define karne ki koshish ki hai ke Allah pak ke karam se ham insan hain..warna chooze murghoun ki tarha bhi dunia man hamara wajood ho sakta tha..
ok jee ...........
Re: Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.
Quote:
Originally Posted by
Abu Affan
so sorry ... i think mind kia app ne....... sorry bro
Aysa keyun soch rahe hain Abu Affan jee? Main kahan mind kiya? Main to sirf design ko define karna chaha tha. Plz galat na samjhen mujhe.