-
Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
اسلام وعلیکم
ایک نئے سلسلے کے آغاز کے ساتھ حاضرِ خدمت ہوں
جیسا کہ تھریڈ کے عنوان سے ظاہر ہے شعر کے جواب میں شعر لکھنا ہے
مثال کے طو پر
وہی جواں ہے قبیلے کی آنکھ کا تارا
شباب جس کا ہے بے داغ ،ضرب ہے کاری
دلِ بیدار پیدا کر کہ دل خوابیدہ ہے جب تک
نہ تیری ضرب ہے کاری نہ میرے ضرب ہے کاری
آخری حرف کی کوئی قید نہیں لیکن صرف شعر ہی مقابلے میں شامل کئے جائیں
قطعات ہرگز نہیں
پہلا شعر میری طرف سے
سورج کو ابھرنے نہیں دیتا ترا حبشی
بے زر کو ابو ذر تری بخشش نے کیا ہے
اب آپ کی باری
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
یا رات نے پہنی ہے ملاحت تِری تن پر
یا دِن تِرے اندازِ صباحت پہ گیا ہے
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
یا رات نے پہنی ہے ملاحت تِری تن پر
یا دِن تِرے اندازِ صباحت پہ گیا ہے
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
لوگ کہتے ہیں، وہ کہتے ہیں تو آتا ہے نشہ
کیا عجب باتوں میں ان کی ہے صباحت گویا
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
ﺍﺳﮯ ﺟﯿﺘﻨﺎ ﮨﮯ ﺗﻮ ﮨﻤﻨﺸﯿﮟ! ﯾﻮﻧﮩﯽ ﮔﻔﺘﮕﻮ ﺳﮯ ﻧﮧ ﮐﺎﻡ ﻟﮯ
ﮐﻮﺋﯽ ﭼﺎﻧﺪ ﻻ ﮐﮯ ﺟﺒﯿﮟ ﭘﮧ ﺭﮐﮫ، ﻻ ﮐﻮﺋﯽ ﮔﮩﺮ ﺗﮩﮧِ ﺁﺏ ﺳﮯ
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
آئینہ کیوں نہ دوں کہ تماشا کہیں جسے
|
ایسا کہاں سے لاؤں کہ تجھ سا کہیں جسے
|
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
دائم آباد رہے گی دنیا
ہم نہ ہوںگے کوئی ہم سا ہوگا
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Quote:
Originally Posted by
Mamin Mirza
دائم آباد رہے گی دنیا
ہم نہ ہوںگے کوئی ہم سا ہوگا
Raah dekho gey, hamara intezar karo gey
Jab nahi honge hum to hamein yaad karogey
dhondhogey ujrrey rishtoon mein wafa ke khazane
tum mere bad meri mohabbat ka ehteram karogey
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
جہاں میں ابھی یوں تو کیا کیا نہ ہوگا
زمیں پر کوئی تم سا پیدا نہ ہو گا
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Inhi Khush Gumaniyun Main Kahin Jaan Bhi Na Jao,
Woh Jo Charah Gar Nahi Hai Usay Zakham Kiyun Dikhao.
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Waqt Hai Jhonka Hawa Ka Aur Hum Peeley Pattay
Kon Jaane Agle Lamhe Tum Kahan Aur Hum Kahan……!!
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Muqaddar Azmane Main Zamanay Beet Jatay Hain Muradain Dil Ki Panay Main Zamanay Beet Jatay Hain Rakhta Agar Koi Himat Azhar-E Ulfaat KiZaban Par Baat Lane Mein Zamanay Beet Jatay Hain Muhabat Zindagi Main Joh Bari Mushkil Se Milti Hai Magar Us Kay Nibahne Mein Zamanay Beet Jatay Hein Agar Ik Bar Ankhon Mein Achanak A Basay Koi Usay Dil Se Bhulane Main Zamanay Beet Jatay Hain.
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
فیض دلوں کے بھاگ میں ہے گھر بھرنا بھی، لُٹ جانا بھی
تم اس حسن کے لطف و کرم پہ کتنے دن اتراؤ گے
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
itne dino se jalane nai ae jalti hui aag ko bhuja ne nai ae kehte the sat jiyen ge sat maren geab rooth gia hon to manane bhi nai ae
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Khud Say Roothon Tou Kai Roz Na Khud Say Bolon,
Phir Kisi Dard Ki Deewar Say Lag Kar Roo Loon......!
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Dard ki dewar per fariyad likha karte hai Har rat tanhai ko abad kia karte hai A khuda unnhein jarur khush rakhna Jinhe hum Saans sy bhi pehle yaad kia karte hai
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Quote:
Originally Posted by
muzafar ali
dard ki dewar per fariyad likha karte hai har rat tanhai ko abad kia karte hai a khuda unnhein jarur khush rakhna jinhe hum saans sy bhi pehle yaad kia karte hai
muhtaram sirf shair post karain,sirf aik shair
puri puri ghazal ya qata'at nahi.....!
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Issay Naqadri e Alam Ka Sila Kehtay Hain,
Mar Gaye Hum Tou Zamanay Ne Bohat Yaad Kiya.
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Ban Jaye Pyar Saza Tu Kaisa Lage Ga...Khud Se Bhi Ziada Yakeen Ho Tume Kisi Per....Wo Shaks hi Agar De Daga Tu kaisa Lage Ga....
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
حرمتِ حرف نہیں ہے سو یہ ارزانی ہے
ورنہ وہ دن بھی تھے جب خوابِ گراں تھے ہم بھی
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
تمہیں آئینہ گری میں ہے بہت کمال حاصل
میرا دل ہے کرچی کرچی اسے جوڑ کر دکھاؤ
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
شغلِ اربابِ ہنر پوچھتے کیاہو کہ یہ لوگ
پتھروں میں بھی کبھی آئینے جڑ جاتے ہیں
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Chehron Mein Us Ki Mushahbatein Milien Mujh Ko ....!!!
Par Dil Ki Zid Thi Woh Nahi Tou Us Jaisa Bhi Nahi....!!!
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
مشابہت کے یہ دھوکے مماثلت کے فریب
مرا تضاد لیے مجھ سا ہو بہو کیا ہے
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
ﯾﮧ ﺟﻮ ﻣﯿﺮﺍ ﺭﻧﮓ ﻭ ﺭﻭﭖ ﮨﮯ ﯾﻮﻧﮩﯽ ﺑﮯ ﺳﺒﺐ ﻧﮩﯿﮟ ﺩﻭﺳﺘﻮ!
ﻣﯿﺮﮮ ﺧﻮﺷﺒﻮﺅﮞ ﺳﮯ ﮨﯿﮟ ﺳﻠﺴﻠﮯ ﻣﯿﺮﯼ ﻧﺴﺒﺘﯿﮟ ﮨﯿﮟ ﮔﻼﺏ ﺳﮯ
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
تیرا وصل بات نصیب کی میرا بخت خاک میں لا پتہ
کوئی ذندگی کی سبیل کر مجھے انتظار ہی سونپ دے
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
یہ نہ تھی ہماری قسمت کہ وصالِ یار ہوتا
اگر اور جیتے رہتے یہی انتظار ہوتا
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Bhanwar jo mujh main paray hain woh main hi janta hoon,
tumharay hijar k dariya ko paar kartay hoye............!!!!!!!!
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Quote:
Originally Posted by
Mamin Mirza
Bhanwar jo mujh main paray hain woh main hi janta hoon,
tumharay hijar k dariya ko paar kartay hoye............!!!!!!!!
Na shaery apni shaaer jesi na Qalam apna iqbal jesaa..... Armaan....kuch zindge ka hal tha jo likh diya ishaar mein..
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Wo jo geet tum ne suna Nahi , meri umar bhar ka Riaaz Tha
Mere dard ki thi wo dastaan , jisse Tum hansi mein Uraa Gaye
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Quote:
Originally Posted by
Mamin Mirza
Wo jo geet tum ne suna Nahi , meri umar bhar ka Riaaz Tha
Mere dard ki thi wo dastaan , jisse Tum hansi mein Uraa Gaye
is qdr bhooka hu Sahib
Dhoka be kha lyta hu
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Iss SADGI PE KAUN NA MAAR JAYE AYE KHUD,
QATAL KARTAY HAIN AUR HAATH MAIN TALWAR BHI NAHI...!
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Saadgi Mein Bhi, Kamaal Lagte Ho,
Tum Mera Kitna, Khayaal Rakhte Ho,
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Kuch Thokron K Baad Samjhdar Hogaye,
Ab Dil K Mashwaron Pay Bharosa Nahi Raha...!
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Saadgi se hum ne samjha tha, hamara zikr hai,
Tazkrey kuch aur hi un ke beyaa’n mein aye they
…
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Hosh Walon Ko Khabar Kya Be-khudi Kya Cheez Hai Ishq Kijye Phir Samjhye Zindagi Kya Cheez Hai
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Inteha Koi Nahi Hai Ibteda Honay K Baad,
Ishq Kiya Hai Jaan Lo Ge Mubtala Honay K Baad....!
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
نا تجربہ کاری سے واعظ کی ہیں یہ باتیں
اس رنگ کو کیا جانے پوچھو تو کبھی پی ہے
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
دائرہ دار ہی تو ہیں عشق کے راستے تمام
راہ بدل رہے ہیں آپ، آپ بہت عجیب ہیں
-
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Manzil kya hai, rasta kya hai,
Hausla hai to fasla kya hai,
Wo saza dekar door ja baithe,
Kis se puchhun ki meri khata kya hai.