Yaad e Mazi Azab Hai Ya
Rab Cheen Lay Mujh Se Hafiza Mera....
Nahin Ati Tou Yaad Unki Maheeno Tak Nahi Ati
Magar Jab Yaad Atey Hain Tou Aksar Yad Atey Hain...
Printable View
Yaad e Mazi Azab Hai Ya
Rab Cheen Lay Mujh Se Hafiza Mera....
Nahin Ati Tou Yaad Unki Maheeno Tak Nahi Ati
Magar Jab Yaad Atey Hain Tou Aksar Yad Atey Hain...
Nadan Ho Jo Kehtai Ho Ke Kiyon Jeetay Hain Ghalib
Kismat Mai Hai Marne Ki Tamanna Koi Din Aur
No Giraftar e Mohabbat Pey Khuda Reham Kare
Aj Us Shakhs Ki Pehli Shab e Tanhai Hai....
Azaab Yeh Bhi Kisi Aur Par Nahi Aaya
Ke Ek Umar Chale Aur Ghar Nahi Aya....
Uske Baghair Aj Bohat Jee Udaas Hai
king Chalo Kahin Se Usey Dhoond Lain Hum..=((
Apne Maazi Se Jo Virsey Main Miley Hain Hum Ko
In Asoolon Ke Tijarat Nahi Hogi Hum Se...
Gham Ko Sehna Bhi Ek Kamal Hota Hai
Jisme Ho Ye Hunar Wo Bemisal Hota Hai
Hum Chahty Hain To Es Trha Chahty Hain Faraz
Sans Choot Sakti Hai Per Daman E Wafa Nahi
Usko Bhi Shouq Tha Naye Chehroon Ke Deedh Ka
Rasta Badalne Ke The Jo Aadat Mujhe Bhi The.
Ager Mujh Se Bicherne Ka Nahe Hai Gham Osay Mohsin
Tu Phir Khamosh Raaton Main Wo Aksar Jaagta Kiyon Hai....
Aik Muddat Ke Piyasey Ko Faqat Aik Hi Jaam
Saqi Teri Tangdasti Mujhe Yaad Rahe Gi....
Janay Kyun Her Emtehaan K Lye
Zindagi Ko Hamara Pata Yaad Hai
Tumhain He Bus Hamesha Daikhnay Ki
Meri Aankhon Ko Adat Hogae Hai
Apni Soorat Bighr Gye Lekin
Hum Unhe Ayna Dikha Ke Rahe....
Uttain Gain Abhi Aur Bhi Tofan Meray Dil Sey
Dekhon Ga Abhi Ishq Ke Khawab Aur Bhi Ziyada...
Ab Kisi Toor Se Ghar Jane Ki Soorat Hi Nahi
Rastey Meray Liye Hogye Daldal Ki Tarah...
Aj Na Jane Raaz Yeh Kia Hai
Hijar Ki Raat Aur Itni Roshan....
Bohat Khoob
Zabardast
nice...