تجھ کو بھولنا اول تو دسترس میں نہیں
جو اختیار بھی ہوتا تو کیا بھولا دیتا
Printable View
تجھ کو بھولنا اول تو دسترس میں نہیں
جو اختیار بھی ہوتا تو کیا بھولا دیتا
اکیلے پن سے میری دوستی کچھ بڑھ گئ ہے
بہت خوش ہوں میں اپنی ذات کی محفلوں سے
bashar sey hamd-e-Illahi "Ameer" kiya mumkin
pahar uthaye kahan hosla ye ra_ii ka
حشر تو تم لے چکے , وعدہ وفائی کے لئے
پھر مجھے دن کون سا دو گے دوہائی کے لئے
ایک تیرا نام لکھنے کی اجازت چھن گئی جب سے
کوئی بھی لفظ لکھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
ya rab! Meray sukon ko wo iztarab de......................
Jo ishq ko junoon k qalib mai dhal de..................
Ik mauj e beqrar uthay dil se is trhan.............
Mahromiyon ko ankhon k rastay nikal de................
koi poochay hamaray ehtraam-e-ehd-e-rafta ko...?
wafa par ab bhi qayam hain,mohabbat chor di hum ne...!
wo tha to kahin waqt thehrta hi na tha mohsin...
ab waqt guzrny mein bohat waqt lagta hei.
میرے وجود میں کاش تو اتر جائے
میں دیکھوں آئینہ نظر تو آئے
تجھے دیکھوں تو یہ وقت ٹھہر جائے
تجھے دیکھتے دیکھتے میری عمر گزر جائے
Tum Se Bichar Ker Faqat Itna Hua "Sagher".........
Tera Gaya Kuch Nahi, Mera Raha Kuch Nahi......
ہجر کی رات ڈھل گئی " محسن"
اب تو دل سے کہو سھبنل جائے
محبت ،ہجر،نفرت سب مل چکے
میں تقریباً مکمل ہو گیا ہوں
ملا تو اور بھی تقسیم کر گیا مجھ کو
سمیٹنا تھیں جس کو میری کرچیاں محسن
daagh e sajood agar tery peshani pe hua to kia.....
koi aisa sajda kar k zameen per nishaan rahay.
Aik Lamhe Ki Hakoomat Jo Mujhe Mil Jati......
Phir Mery Shehr Mein Teri Tasveer Ke Sikay Chalte.....
Zindagi tujh say ,
her ik sans pay,
samjhoota ker loon,
shooq jeenay ka ,
ha mujh ko ,
mager itna to nahi,
kuch youn mila krta hon mein sub se hans hans k MOHSIN........
Ke kisi ko gumaan'n tak nai hota mere hayaat-e-tanhaye ka
hum wo ana parast han jo haar k bhe kehtay han..
wo MANZIL he badnaseeb the jo humko paa na sakee !!
Kiasy Kah Doun K Mujhy Chorr Diya hai os ne,
Baat to Sach hai Mager Baat hai Ruswayi ki
mumkin jo ager hota hum tum ko bhula daitay
yadoon ko kafan day ker bewaqt syla daitay
tanhai main ji letay tum ko na sada daitay
es dil say teray dil tak dewar utha daitay
sansoon ka toot jana to aam si baat hai galib
jahan apnay chor jayein mout us ko kehtay hein
ہر بار نہ کہا کر کے تجھےچھوڑ دیں گے ہم
نہ ہم اتنے عام ہیں اور نہ ہی یہ تیرے بس کی بات ہے
اسے میں یاد آتا ہوں فرصت کے لمحوں میں
مگر یہ بات بھی سچ ھے' اسے فرصت نہیں ملتی
Hazaaron mausumon ki hukmaraani hai merey dil per
Wasi mein jub bhi hansta hoon tu aankhein bheeg jaati hain
Main hoon gardishon mein ghira hua mujhe ap apni khaber nahi
woh jo shakhs tha mera rahnuma usay raston mein ganwa dia
Merey Saath Saath Ravaan To Hai Koi Sayaa Saa Kisi Yaad Ka
Hai Wohi Shareek-E- Safar Mera Jo Mera Shareek-E-Safar Nahi
اس نے خوشبو سے کرایا تھا ۔۔۔۔ تعارف میرا
اور پھر مجھ کو بکھیرا بھی ھوا ہی کی طرح
Main nay ussay poocha tha,
Kya dhoop main barish hoti hai??
Wo hanstay hanstay ronay lagi
Aur dhoop main barish honay lagi..
Muhabbat Per kisi bhi Rasm ka Pehra nahin chalta
Kisi Aamr ,Kisi Sultan ka Sikka nahin Chalta ,
میں اُداس رستہ ہوں شام کا ، مجھے آہٹوں کی تلاش ہے
یہ ستارے سب ہیں بُجھے بُجھے مجھے جگنوؤں کی تلاش ہے
وہ جو اِک دریا تھا آگ کا ، سبھی راستوں سے گذر گیا
ہمیں کب سے ریت کے شہر میں نئ بارشوں کی تلاش ہے
Mujy aaj tuk na khabar hoe k Main kis Diye ki aag hoon
Mujhy Jis ny chaha jala Diya' jis ny chaha Bhula diya...
na-janay kyon tumhari yaad aatii hai mujhay us dam
meray aangan mein jab bailon kay patay toot jatay hain
Mange tu agar jaan bhi, to huns kar tujhe de dein
Teri to koi baat bhi taali nahi jati
زندگی تیری ہراک سانس سے سمجھوتہ کروں
شوق جینے کا مجھے ہے، مگر اتنا بھی نہیں
Najanay os k dil mein mehfilein aabaad hon kitni
Akaila jo bhi baitha ho, osay "Tanha" nahi kehtay
koi phool chunta hay kis liye koi dhool hota hay kis liye,
yai waqt waqt ke bat hay tujhy zindage bataye ge
kabhi duniya mukammal ban k aayegi nigahon mein...
kabhi meri kami duniya ki her ek shay mein paoge...
muje mein belous muhabbat k siwa kuch b nein
tum agar chaho to meri sochon ki talashi le lo
جسے میں چھوڑ دیتی ہوں، اسے میں بھول جاتی ہوں
پھر اس ہستی کی جانب میں کبھی دیکھا نہیں کرتی
Tujhay yaad kerna mazaq tha, tujhay bhool jana azaab hai
Yeh saza hai jurm-e-firaq ki, meray haafzay ka qasoor kya?