Ek baar bhulana chaha tha sau baar woh humko yaad ayaa
Ek bhoolne wale ko humne sau baar bhula kar dekh liya
Is dil ki tamannayen kya hain ab tak to hume malum nahi
Sau baar hasa kar dekh liya sau baar rula kar dekh liya
Printable View
Ek baar bhulana chaha tha sau baar woh humko yaad ayaa
Ek bhoolne wale ko humne sau baar bhula kar dekh liya
Is dil ki tamannayen kya hain ab tak to hume malum nahi
Sau baar hasa kar dekh liya sau baar rula kar dekh liya
Janoo ka zabata ghum ho gaya hai
mera sher-e- wafa ghum ho gaya hai
main jis per ajj tak mehwey safar thi
tera wo naksh -e- paa ghum ho gaya hai
Yun phir raha hay kanch ka paikar liey huwey
Ghafil ko yeh Ghumaan hay k Pathar na aaey
Zamaana hO Gya Lekin Khalish dArd e mUhabbat Kii
JahaaN MehsOos hOtii Thi wOhien MehsOos hOtii hAi
وہ جس قدر بھی منافق تھا پر یہ کہتا تھا
بچھڑنا ہم سے مگر پھر بھی سلسلے رکھنا
زمانے سے نہ ہم کوئی گلہ رکھیں گے
دل لگائیں گے تو نہ شرط وفا رکھیں گے
raston main ik nagar abaad hay
is tassawar se hi ghar abaad hay
kesi kesi sooraten gum ho gayin
dil kisi surat magar abaad hay
maghroor kehti hai tau kehti rahe duniya...
peechey murr k hum kabhi daikha nahi kartey..
Tanhayion ne mujh ko gale se laga liya
Wo ban sake na Dilse hamare to kya huwa
tumharay sath chalnay per jo dil razi nahi hota
bahut pehlay ham apna fesla tabdeel ker letay
یاد پھر آیا وہ گذرا ہوا ساون مجھ کو
پھر میری آنکھ نے رونے کا بہانہ چاہا
اس دفعہ تو بارشیں رکتی نہیں ہیں دوستوں
ہم نے کیا آنسو پیے کہ سارے موسم رو پڑے
tOo Intekhaab e Rang Mein MasrOof Aur Idher
kOii Teray jUnOon Mein Siyah Posh hO Gaya
Guzray Huay Taweel Zamanay Kay Baad Bhi
Dil Main Raha Woh Choor Kay Janay Kay Baad Bhi
Pehlu Main Reh Kay Dil Nay Dia Hai Bohat Faraib
Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Kay Baad Bhi
Jo kuch na ban saka to dabo dein gey safeena
Sahil ki Qasam ! Minnat-e-Toofaa'n na akrein gey
Yahi Nahin ke hamein Torr gaya hai Koi, 'Mohsin'
Osay bhi Khud ko buhat Baar Jorna ho ga
Rait par likh ke meraa naam miTaayaa na karo
aaNkhen sach bolatii hain pyaar chupaayaa na karo
Na koi gham khazan ka hai, na kuwahish hai baharoon ki
Humare sath hai Amjad kisi ki yaad ka mosam
Muhabbat main kare kya kuch kisi se ho nahin sakta
Mera marna bhi to meri khushi se ho nahin sakta
Yeh Ishq, Muhabbat, mehr-e-wafa, yeh sub rasmi si Batien Hain..
Har Shakhs Khudi Ki basti mein bas Apni Khatir jeeta Hai..
Qaasid payam e shouq ko
itna na ker taveel
kehna faqat ye un se k
Aankhen taras gayee'n
nazar milaa na sake us se us nigaah ke baad
wahi hai haal hamaaraa jo ho gunaah ke baad
mere haal pe hairat kaisii dard ke tanhaa mausam mein
patthar bhii ro parrte hein insaan to phir insaan huaa
Mein Yaad Kar Rha Tha mUQadar Key HaDsay
Meri HathailiyOun Pey Lakeerien Simat Gaiyen
Yeh aur baat k izhaar na hosaka hum se
Nahin hai tum se muhabbat ye kon kehta hai ..
مجھے تعمیر کرتا جا رہا ہے جزب و مستی میں
میں جب تعمیر ہو جاؤں گا پھر مسمار کر دے گا
Kabi ye dua k usay milain jahan ki khushian
Kabi ye khoof k wo khush mere beghair to nahi !!
Ek baar bhulana chaha tha sau baar woh humko yaad ayaa
Ek bhoolne wale ko humne sau baar bhula kar dekh liya
Is dil ki tamannayen kya hain ab tak to hume malum nahi
Sau baar hasa kar dekh liya sau baar rula kar dekh liya
Janoo ka zabata ghum ho gaya hai
mera sher-e- wafa ghum ho gaya hai
main jis per ajj tak mehwey safar thi
tera wo naksh -e- paa ghum ho gaya hai
Noor se hogai faza mamoor
lab py khair ul bashar ka naam agia
hy bas ik naam rahmat e alam
mushkalon main jo maery kaam agia
Zamaana hO Gya Lekin Khalish dArd e mUhabbat Kii
JahaaN MehsOos hOtii Thi wOhien MehsOos hOtii hAi
وہ جس قدر بھی منافق تھا پر یہ کہتا تھا
بچھڑنا ہم سے مگر پھر بھی سلسلے رکھنا
Manzil pe puhnch ker b usay khona paray ga
Ye tai'e hai to phir shoq-3-safar kiun nahi jata?
maghroor kehti hai tau kehti rahe duniya...
peechey murr k hum kabhi daikha nahi kartey..
Tanhayion ne mujh ko gale se laga liya
Wo ban sake na Dilse hamare to kya huwa
يہ آڑی ترچھی لکيريں بنا گيا ہے کون
ميں کيا کہوں، ميرے دل کا ورق تو سادا تھا
Kuch yaad sa PaRtaa hai ik baar hansaa Tha
ab kab se preshaan hooN kuch keh nahi sakta !!!!!!!!!
Suno Barish , Kabhi Khud Sey Bhi Barh Kar koi Dekha hai
Jawab Aaya Un Aankhon Kii Magar Barsaat Gehri Thi
یاس دفعہ تو بارشیں رکتی نہیں ہیں دوستوں
ہم نے کیا آنسو پیے کہ سارے موسم رو پڑے
ko�ii bhii chiiz apnii jagah par nahiiN rahii
jaate hi ek shaKhs ke, kyaa kyaa badal gayaa !