kya idea aayaaaa
Printable View
زندگی میں تو سبھی پیار کیا کرتے ہیں
میں تو مر کر بھی میری جان تجھے چاہوں گا
Apne hilaaf sheher ke andhey hujoom mein,
Dil ko bohat malaal tujhe dekh kar hua..
Zindagi Ek Baar Milti Hai Usko Na Yun Barbaad Karo,
Khushi Ho Ya Gam Ka Aalam Us Khuda Par Aitbaar Karo...
Apney liye tou sab hi jeetey hain iss jahan mein
Hai zindagi ka maqsad auron kay kaam aana
Insan wohi bara hai jis ney yeh raaz jaana
Hey zindagi ka maqsad auron ke kaam aana
Mai zindagi ka saath nibhata chala gya
Har kadam pe toota dil mai isko samjhaata chala gya
Mai jaanta tha koi saath nahi deta umr bhar
Fir bhi pyaar aur dosti ko dil se nibhaata chala gya
Kabhi waada kiya tha tumse naa aansoo bahaaney ka…
Mile zakhm bhi dil pe to muskuraata chala gya
mai zindagi ka saath nibhata chala gya
Mai zindagi ka saath nibhata chala gya
Har kadam pe toota dil mai isko samjhaata chala gya
Mai jaanta tha koi saath nahi deta umr bhar
Fir bhi pyaar aur dosti ko dil se nibhaata chala gya
Kabhi waada kiya tha tumse naa aansoo bahaaney ka…
Mile zakhm bhi dil pe to muskuraata chala gya.....
mai zindagi ka saath nibhata chala gya
Munhasir ehl-e-sitam per hi nahi’n hai ‘Mohsin’
Log apno’n ki enayat se bhi marr jatay hain. .
Mujhe Acha Laga “Mohsin”
Ose Pa Kar Ganwa Dena