kohi na samjha hamay shikayat thi is zamany say ...
aap jaisay dost milay aur shikway tamam door hogaye ....
Printable View
kohi na samjha hamay shikayat thi is zamany say ...
aap jaisay dost milay aur shikway tamam door hogaye ....
Woh puchte hain hum se yeh shayeri ka sabab
Kya kahain unhain yeh sukun-e-dil hai mahaz
Bheeg jati hain jo palken kabhi tanhai main
Kanp uth-ti hoon mera dard koi jaan na lay
Ye bhi darti hoon k aisay main achanak koi
Meri ankhon main tujhay dekh k pehchan na lay
Ek Naam Kya Likha Tera Saahil Ki Rait Par
Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi
Dil main kisi ki yaad k nashtar utar gaye
Kitnay sitaray ankh say totay bikhar gaye
Aajaye kay apko tarsay hay ab nighaa
Dekha nahi hay hum nay bohat din guzar gaye
Mujhay Jab Yaad Aati Hai Tumharee Aey Mairee Rabi
Mujhay Dunia Ki Har Shay Say Mohabbat Honay Lagtee Hai
meray jeenay k liay teray araman hi kafi hay
dil k kalam se likh yah dastan hi kafi hay
teri talwar ki tuje kia zaroorat hay
qatal karnay k liay teri muskan hi kafi hay
kabhi tanhayoon main hamain yaad karna
apney Dil ki Dharkanoon main Talash Karna
Sahil ki Rate par jo Banaya Tha Aashiyan Kabhi
Koi Tofan na Mita Paye Aisi koi Faryad Karna
Nash a-E-Ishq ka ger zarf diya tha mujh ko
Umer ka kam na peymana na banaya hota
Inqalaab aaya to aaya yuN mizaaj-e-yaar meiN
kuch murrawwat me azaafa kuch mohabbat meiN kami