Bolan lahu ki dhaar huo, mehraan bhi kia gulnaar hua
kis rung ka hey durya e attack, ravi ka kinaara kaisa hey
Printable View
Bolan lahu ki dhaar huo, mehraan bhi kia gulnaar hua
kis rung ka hey durya e attack, ravi ka kinaara kaisa hey
Dama no main samaity gee duniya thujhay.....
Tootnay kaa bikhrnay kaa fan seekh lay
Hum nay tu dil jla kay saray aam rakh diya
ab jis kay dil main aiye wahi roshni pai
Ta'siir bark e husn jo uske sukhan me thi
Aik larzish e khafi mere saare badan me thi
HUM MAR JAYN GAY !
hum mur jayan gay bhoot door chalay jayn gay
tum kitna hee bulaoo gay nahi ayn gay
humaree rooh chupkay say kanoo mai kuch kah jaya gee
hum tumahee rayh rayh kar yaad ayn gay
hum loot kar nahi ayn gay nahi ayn gay nahi ayn gay !
hum mar jayn gay !
Nahi kisi se shika'yt ke barh'A hum nay
khud apni jaaN ko jalayA hai shamoOn ki tarha
yehi hai mizaG apna kay kisi ka dil na dukhaY
judaioN ko bhi chahA hai qurbatooN ki tarha
Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
Teri Hi Yaad Main Gum Rahi
Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai
Jaise Chaahat Meri Kam Rahi
Hans hans ke zindagi ki dua de gaya mujhe
Woh shakhs bhi ajeeb saza de gaya mujhe
Aaj dil ke khundar say guzar ho gaya
Rote rote girebaan tar ho gaya
Aansowon ne tere naam ke saamne
Bewafa Bewafa Bewafa likh dya
humnay pyaar kiya thi kyun
yeh dil bay qarar kiya hi kyun
jab tootna hi tha yeh dil to
ghum baykar liya hi kyun .....