Niyat e shoq bhar na jaye kaheen
tu bhi dill se utar na jaye kaheen
Printable View
Niyat e shoq bhar na jaye kaheen
tu bhi dill se utar na jaye kaheen
Main us k Haathon me tha
Tute hue Sheeshe ki trha "Faraz",
Bari Umeed thi k bikhrne nhi dega
.Bus giraya kuch is Ada se k
Simatne ki Aaas hi na rahi
Mohabbatein Aur Bhi Barh Jati Hain Juda Hony Se,
Tum Sirf Mere Ho, Is Baat Ka Khayal Rakhna
Muhabbat Munfarid Meri. Tamanna Chaaar Soo Terii... .!
Magr Tum Ho Kabhi UsS k .. Kabhi Iss K .. Siwaa Merey .. . .!
Wo Jo Sehta Reha Rat Jejegon Ki Saza Chand Ki Chah Mai ...!!
Mar Gya To Noha Kanan Thy Shajar,Chand khamosh Tha...!!!
Apne Hi Hote Hai J0 DIL Pe Vaar Karte Hai,,,
"Abid"
Gair0n K0 Kia Pata K DIL Kis Baat Pe Dukhta Hai,,,
Teri Muskurahat Ne Mujh Pe Itne Sitam Dhaae Hain...
Mein Bik Gaya______Dil Lutt Gaya.....BaRBaaD Ho Gaya...‼
Wahan tak lay gai mujhko Meri Ana Aakhir
Jahan ja kay Muqaddar kay Sitaare Toot jaate hain
Bari tabdeeliyaan aayi hain apnay aap mein lakin......
Tumhain bus Yaad karne ki wo aadat ab bhi baaqi hai...
Murawwat hi sahi Par ik bat to dil Say Batao.....
Do$t
"Waqai Masroof ....! hoo??ya Bhulana Chahty Ho...??
khafa ne ho ke tera husan hi kuch esa tha..
main tujh se pyar ne karta to aur kiya karta..!
Bicharney Ka Iraada Ho Tou Mujs Se Mashwara Karna..
Muhobbat Mein Koi Bhi Faisla "Zaati" Nahi Hota.. ! !
Logon ny guftgu mein kureyda bht hamein..
Hum khud sey hamkalam thay aksar nhin miley..!!
Hazaar Chehron May Uski Mushahbatain Milien Mjhko..
Par Dil Ki Zid Thi Agr Wo Nahin To Us Jaisa Bhi Nahin..!!
Adhoore Chand Se Fariyad To Karta Hoga..
Wo Mujhe zyada Nahi Par Yaad To Karta Hoga.
Main to uss waqat se darte hoon ke woh puch na ley,
Yeh agar zabt ka aansuu hai to tapkaa kaisey
lout aye na kisi roz wo awara mizaj
Isi aass per kholay rakhtay hy dher sham k bad
chlo btaon ik nishani tumen ehl-e-drd ki
kbi gour krna ye hasty bht hen
Nafrato’n k tamacho’n ne mujy diya hai ye sabaq.. ..
Azeem jurm hai insan ka insan se mohabbat krna..
Mile Jo Muft Mein Uss Cheej Ki Keemat Nahi Hoti,
Huyi Hai Kadr Har Ek Saans Ki Jab Waqt Aaya Hai.
Manzilein Hoti Hain Kuchh Aisi Ke Jinki Raah Mein,
Dam Nikal Jaaye Agar Toh Fakhr Ki Hi Baat Hai.
Bade Logon Se Milne Mein Hamesha Faasla Rakhna,
Jahaan Daria Samandar Mein Mile Daria Nahi Rahta.
Sookhe Huye Shajar Ko Paani Mila Nahin,
Aaj Sabz Hua Aangan Toh Barish Hone Lagi
Behtar Dino Ki Aas Lagaate Hue Habeeb,
Hum Behatreen Din Bhi Ganwaate Chale Gaye.
Aap Ki Khatir Agar Hum Loot Bhi Lein Aasman,
Kya Milega Chand Chamkeele Se Sheeshe Tod Ke.
Be-Gunaah Koi Nahi Gunaah Sabke Raaz Hote Hain,
Kisi Ke Chhup Jate Hain Kisi Chhap Jate Hain
Do-Char Nahi Mujhko... Bas Ek Dikha Do,
Woh Shakhs Jo Baahar Se Bhi Andar Ki Tarah Ho.
Wohi Zamin Hai Wohi Asmaan Wohi Hum Tum,
Sawal Ye Hai Zamana Badal Gaya Kaise.
Kabhi Toh Apne Andar Bhi Khamiyaan Dhunde,
Zamana Mere Girebaan Mein Jhaankta Kyu Hai
Unchi Imaaraton Se Makaan Mera Ghir Gaya,
Kuchh Log Mere Hisse Ka Suraj Bhi Kha Gaye.
Zamana Toh Bade Shauk Se Sun Raha Tha,
Hum Hi Ro Pade Daastan Kahte Kahte.
Saari Fitrat Toh Naqabon Mein Chhupa Rakhi Hai,
Sirf Tasveer Ujalon Mein Laga Rakhi Hai
mae to shaaair hun meri baat kahaan mano gy??
tum ny jhutla diye duniya mae PEGHAM'BER kitny
Ab to Qismat hi milaa de to milaa de.......
warna hum toh bichad gae hain tufan mein parindon ki tarha....!!!!!
Aur duniyaa se bhalaayi ka silaa kya miltaa,
Aayina mein ne dikhaya tha ke pathar barsey..
hum ny mana k tghafl na kero gytum lekin
khak ho jaengy hum tum ko khaber hony tk
ye udasi ka sabab poochny waly
kya krengy jo udasi ka sbab batlaya
Kya us se chupaaon ke nahin ghair bhi itna,
Kya us ko bataaon, mera apnaa to nahin woh..