Yo he mosam ki ada dehk kar yaad aya!+
kiss kadar jald badal jatien hain insan jana
Printable View
Yo he mosam ki ada dehk kar yaad aya!+
kiss kadar jald badal jatien hain insan jana
Chaand utra tha humara angan mai,
ya sitaroon ko gawara na hoa
hum bhi sitaroon sa kya gila kare,
jab chaand hi humara na hoa..
Na shab ko chaand hi acha na din ko meher acha+
Ye hum pe beet rahi hain qayamatein kaisi
asmaan par jitny sitary hain
ankoon k jitny ishary+hain
samandar k jitny kinary hain
utny hi SCREW deelay tumary hain
Ik Zamana Hai Muj se Khai'f Sa
Baat Ko'i To Infirad'i hai
ek vaadaa hai kisii kaa jo vafaa hotaa nahii.n+
marmarii taaro.n bharii raato.n me.n kyaa hotaa nahii.
Ye gulab bhi mera aks hai ye , ye sitara bhi mear naqsh hai
Main kabhi zameen main dafan hoon kabhi aasamn say guzar gaya
Itna toota houn ki choone sE Bikhar jAoun Ga
ABH aGar Aur Dua Do Gay tu mAr jAoun Ga
Ik Aisa ghar chahiye mujkho, Jiski fiza mastana ho,,
aik Konay mein Ghazal ki Mehfil, Ik konay mein Me-Khana ho
love it awesome choice