Anao'n, nafraton, bechainiyoun k gehry pani mai,
Muhabbat gholny waly barhy darvaish hoty hain
Printable View
Anao'n, nafraton, bechainiyoun k gehry pani mai,
Muhabbat gholny waly barhy darvaish hoty hain
ajeeb uljhan me parh gya hun me aainy se swaal kr k
wo mera chehra dikha rha hy me keh rha hun ye me nhi hun
Voh jahaan be gia lotaa to meyrey pass aaya
Bas yehe ik bat to ache hey meyrey harjai ke
Nahin Dekha Kay Zameen Kaise Hai+
Hum Nay Ek Ass Paey Kheti Boye
Aik Dil Tha So Abh Toat Giya
Lutnay Ko Abh Kiya Baki Hai
vafaa ke bhes me.n ko_ii raqiib-e-shahar bhii hai
hazar! ke shahar ke qaatil tabiib-e-shahar bhii hai
Wusl-o-Faraq dono hein ek jaisay Naguzeer
Kuch lutf uss k qurb mein, kuch faslay mein thay
nisaar mai.n terii galiyo.n ke ae watan, ki jahaa.N+
chalii hai rasm ki koii na sar uThaa ke chale+
jo koii chaahanewaalaa tawaaf ko nikale+
nazar churaa ke chale, jism-o-jaa.N bachaa ke chale
wO tera Gham Tha k Tasiir Mere Lehje ki
k jis kO Haal Sunate uSse Rula Dete
iss qadar zarf to rakhtay hain dunya walay
zindagi cheen k jeenay ki dua daitay hain