Wah habib bhai zabardast sharing
Printable View
Wah habib bhai zabardast sharing
Andaz Apna Aaine Main Dekhte Hain Woh
Or Yeh Bhi Dekhte Hain Koi Dekhta Na Ho
Bohat mushkil sahi halaat lekin,,
tumhain apna banaana chaahta ho
ﷺ
Zameen-o-zamaan tumhare liye, makeen-o-makaan tumhare liye,
Chaneen-o-chanaan tumhare liye, bane do jahaan tumhare liye,Dehen main zabaan tumhare liye, badan main hai jaan tumhare liye,
Hum aaye yahan tumhare liye, uthain bhi wahaan tumhare liye
Bazaar to sajaa diye milaad-e-mustafa ke waastey,
Pegham-e-mustafa kya hai yeh hum ne bhula diya..
ab ye alam hy k tanhai sy hum tang a ker
khud hi darwazy ke zinjer hila dety hain
Saabit hua ke tu bhi zamane ke sath hai
Saabit hua ke tu bhi hamaara nahin rahaa
Doobi hain Meri Ungleyaan Mery He khoon Mein
Yeh Kanch K Tukroon Pr Bharosy Ki Saza hai.