Ya Rab hujoom-e-dard ko de aur wusa'tain
Daman to kya abhi meri ankhain bhi nam nahi
Printable View
Ya Rab hujoom-e-dard ko de aur wusa'tain
Daman to kya abhi meri ankhain bhi nam nahi
http://www.shayari.in/shayari/attach...ndexfrnds.jpegDOST:alfaaz kitna pyaara lagta hai,,
jaise:kaale baadlon se chand nikalta hai,,
jaise:Pardes me apna koi milta hai,,
jaise:aansuon ko koi aanchal sametta hai,
yeh toh sirf "'ma""ki duaaon ka asar lagta hai
sachche dost yuh ho jaise samander ke dil me moti,,http://www.shayari.in/shayari/attach...arl-ocean.jpeg
yeh ho zindagii me,,phir koi aankh,kyu hai bhala rotii??
har tufaan ka sahil hota hai dost,,
har baat ka humraaz hota hai dost,,
jab,har rishta muh modh leta hai,,
saaye ki tarha phr bhi saath rahta hai dost
wo humse pyaar karte the...hum unse pyar karte hain
bharosa jeetkar hi log.....yahan ab waar karte hain
sache doston ki pehchaan.....yaad rakhna Salaam
labon pe muskaan hoti hai....peeth par waar karte hain
Ya Rab hujoom-e-dard ko de aur wusa'tain
Daman to kya abhi meri ankhain bhi nam nahi
"dil me dost ko kuch is tarha basaya jaaye,,
chot usko lage,,aur aankh tumhaari bhar aaye"
zakhm zamaane ki inaayat hota to sehlete Salaam
dost ke haathon ka khanjar mein bhulaaaun kese?????
"tera naam lekar kaise tujhe badnaam karen?
apne dil ke zakhmon ki numaaish kaise sar~e~aam karen?"
zabt ho to aesa.....warna na ho Salaam
wo gher ke saath ho to tum usko dua dena