Meri Khushi Ki Mudat Itni He Hai Faraz
Guzar Jati He Mere Muskurany Se Pahle
Printable View
Meri Khushi Ki Mudat Itni He Hai Faraz
Guzar Jati He Mere Muskurany Se Pahle
tum ko jaab bohaj lagay sath humara to bata dayna
hum chup chap muhabbat sa mukar jain gaiy
ek umar beet chali hai tuje chate howe...
tu aaj bhi Be-Khabr hai kal ki tarhan".
اک رابطہ بے نام تجھ سے ہجر میں ہے
کہ تیری یاد کی خوشبو میرے سفر میں ہے
Muddadtein guzaari teri yaad bhi na aayi hamein
aur hum bhool gaye hoon tujhey aesa bhi nahi~
Yeh kia k sab se beyaan dil ki haltain karni
Faraz Tujh ko na aaien Muhabatien karni
ye aur baat kay milna nahi hay mumkin abhi
magar kabhi na milo zeest main aisa bhee nahii
yahan Bhi Ghum Nay Shab Bhar Soonay Na Dia
Or Woh Bhi Na Janay Kiss Khayal Mein Jaagtay Rahay
Yeh rakh rakhaaoo mohabat seekha gai os ko
woh roth kar bhi mujhy muskuraa kay milta hay
ye meri umr mery mah_o_saal dey us ko
mere KHUDA mere dukh sey nikal dey us ko.