وہ میری قبر پہ آیا کھل نہ رو سکا
کتنا خیال تھا اےس میرےسکون کا
Printable View
وہ میری قبر پہ آیا کھل نہ رو سکا
کتنا خیال تھا اےس میرےسکون کا
عقل والوں کو مقدر شوقِ جنون کہان
یہ عشق والے ہیں جو ہر چیز لٹا دیتے ہیں
اکیلے ہی چلے تھے منزل کی جانب
پھر تم ملے،غم ملے یوں قافلہ سا بن گیا
دیکھ میں ہو گیا بدنام کتابوں کی طرح
میری تشہیر نہ کر اب تو جلا دے مجھ کو
Koi Rishtaa Toot Jaaye Dukh Toh Hota Hay
Apney Ho Jaayein Paraye Dukh Toh Hota Hai
Hum Marjaayein Ehd-E-Wafa Nibhaate Nibhate
Aur Unko Yakeen Na Aaye Dukh Toh Hota Hai...
Jis Ki Khaatir Sajaayi Hum Ne Yeh Mehfil
Wohi Iss Mein Na Aaye Dukh Toh Hota Hai...
Mumkin Ho Aap Say Tu Bhula Dejeyey Mujhe
Pathar Pay Hoon Lakeer Mita Deejeyey Mujhe
Har Roz Mujh Say Taza Shikayat Hay Aap Ko
Mein Kya Hon Aik Bar Bata Dejay Mujhey....
Kismat Do Pal Mein Badal Sakta He INSAN
Per Jo INSAN Ko Badal De Wo Kismat Nahin Hoti
Apni Kismat Pe Rota Wohi Shakhs Hay Jisko
Sajdon Me Rone Ki Adat Nahin Hoti.....
Koi Dikha Ke Roye,Koi Chupa Ke Roye.
Hamein Rulane Wale,Hamein Rula K Roye.
Marne Ka Maza To Tab Hai janab
JAB Qatil B Janaze Pe Aa Ke Roye..
وہ میرے ضبط کو آزمانے آیا تھا
ہنس کر خود زخم نہ کھاتے تو کیا کرتے
Maine to socha tha ki woh har gum main mera saath degA ,
Magar usne to chehre ki udasi ka bhi khayal nahi kiya...