Ye teri judae ki yaadgaar hay warna
Aik zakham kay bharnay may kitni der lagte hay
yeh
Printable View
ye masaail-e-tasawwuf, ye tera bayaan 'Ghalib'!
tujhe ham walee samajhate, jo na baada_khwaar hota
ye kah kar, us but-e kaafir ne apni, pher lii aaNkheN
"muhabbat karne waale, raham ke qaabil nahiiN hote"
Yun Pyaar Nahi Chhupta, Palkon Ke Jhukaanay Se
Aankhon Ke Lifaazon Mein Tehreer Chamakti Hai
Yeh Dil Bicharrnay Ka Ghum Bhoolay To Neend Aaey
Zahan Say Tera Khayal Jaey To Neend Aaey
Humaray Seenay Main Tayree Yadoon Ki Roshni Hay
Humaray Andar Bhi Raat Chaaey To Neend Aaey
yeh
yeah baat Abhi mujh ko bhee maloom nahi !!
Pather idher atay hain,udher kuin nahi jaty !!
Ye Raz_e_Bahar_e_Gulshan Hai Is Raz Ko Kya Samjhy Koi...
Shabnam Ne Rulaya Pholo'n Ko Ya Rat Ko Shabnam Khud Roi
Acha ban kar kia milna jo bura bana to kya khona
dunya khel tmasha hai har shakhs pai tali bajti hai
Next letter kya hoga pata nahi ill postthis
Dil ne hazaar baar usey saaf kar diya,
Lekin tumhari yaad ke jaale nahin gaye …!
یہ جو سرگشتہ سے پھرتے ھیں کتابوں والے
ان سے مت مل کہ انہیں روگ ھیں خوابوں والے
yeh
Ye ishq nahi asaan bas itna samajh lijiye
Ek aag ka dariya hai aur doob k jana hai
Tawajah dai apni padhayi pai na padh ishq k azabon mai ........................
Aksar wo loog barbad hojatai hai jo rakhtai hai phool kitabon mai ............
نہ کسی کو فکرِ منزل،نہ کہیں سراغِ جادہ
یہ عجیب کارواں ہے جو رواں ہے بے ارادہ