Hum dohri aziat k girftaar musafir
Paaon bhi hain shal, shoq-e-safar bhi nahi jaata
Printable View
Hum dohri aziat k girftaar musafir
Paaon bhi hain shal, shoq-e-safar bhi nahi jaata
Ye kiss maqaam pay soojhee tojhay bich'harnay kee ???????
Abi to jaa k kaheen din sawarnay waalay thay
Yaad to hoon gi woh batain tujhay aab bhi laikin
shelf main rakhi Hui bund kitabon ki tarah
Kon janay kah nay saal main to kiss KO parhay
tera mayar badalta hai nisabon ki tarah
Juda Hoay Hain Bohot Loog Aik Tum Bhi Sahi...
Aab Itni Baat Pay Kiya Zindagi Haram Karain..
Yeh uskaa Tarz-e-takHaatub bhi kHoob hai Mohsin
Rukaa rukaa saa Tabbasum kHafaa kHafaa si AaankheiN.
mai ksi ka dast e talab mai hon tu ksi ka harfay dua mai hon
mai naseeb hon ksi aur ka mujhe mangta koi aur hai
Ghalat Nahin zamane main Lajawaab hain Hum!
Samaj sake na koi....
wo kitaab hain Hum!!!
hisaab-e-umar ka bus itna goshwara hai….
tumhen nikaal k dekha to sab khasara hai…
Kis Qadar Ajeeran Hai Ye Silsila E Ishq Bhi Faraz........
Muhabbat To Kaim Rehti Hai Mgr Insan Toot Jata Hay
پلکوں کے کنارے جو ہم نے بھگوئے نہیں
وہ سمجھتے ہیں کہ ہم روئے نہیں
وہ پوچھتے ہیں کہ خوابوں میں کسے دیکھتے ہو
ہم کہتے ہیں کہ اک مدست سے ہم سوئے نہیں