-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
Acha to kia dobara nahi ho sakta:). mai tayar hon yeah
ماشاء میں نے آپ کے پہلے سوالات کے جواب دیکھ لیئے تھے یہ جنوری آپ کے ساتھ چلے گا۔
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
@Ubaid in ke sath koi shart na lagana ye din aor raat nahi dekhte
:-O
Merai khayal mai rat ko jab ye karwat badalta hai to bhi UT pai ajata hai:)):))
Sorry Habib Bhai.
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
intelligent086
ماشاء میں نے آپ کے پہلے سوالات کے جواب دیکھ لیئے تھے یہ جنوری آپ کے ساتھ چلے گا۔
:-O pora january
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
Ab un ko dhondna pade ga kaam shuru karne ke baad aakhir main check karne aati hain;;)
Acha ye rule hai kia
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
intelligent086
جناب ان کی فکر نہ کریں باقی ممبران آپ سے جو ہلکے پھلکے سوالات کر رہے ہیں ان کے جواب دیں انشاءاللہ ہم سب آپ کے ساتھ ہیں۔
Shukriya
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
Acha ye rule hai kia
ایسا کوئی اصول نہیں بے فکر رہیں ، مصروفیت کی وجہ وہ آ نہیں سکیں
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
:-O pora january
آپ کے وقت کا خیال رکھا جائے گا باقی فورم پر اپنی معمول کی سرگرمیاں جاری رکھیں
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
:-O
Merai khayal mai rat ko jab ye karwat badalta hai to bhi UT pai ajata hai:)):))
Sorry Habib Bhai.
Bister par jaen ge to karwat badlen ge , ek kursi se dosri kursi tak safar jari rehta hai
:Nice:
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
intelligent086
ماشاء میں نے آپ کے پہلے سوالات کے جواب دیکھ لیئے تھے یہ جنوری آپ کے ساتھ چلے گا۔
Jan 2019 takyeah
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
intelligent086
آپ کے وقت کا خیال رکھا جائے گا باقی فورم پر اپنی معمول کی سرگرمیاں جاری رکھیں
@Ubaid Abhi to maine apni patari nahi kholii:P
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
intelligent086
وہ کون سی شرط لگا رہے ہیں یہ تو ممبران کو یاد کر رہے ہیں ان کے پاس جب فرصت ہوتی ہے آن لائن آجاتے ہیں۔
Main to daily online aa rahi hoon
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
Main to daily online aa rahi hoon
بہت اچھی بات ہے ، سوال کہاں ہیں؟
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
@Ubaid Abhi to maine apni patari nahi kholii:P
یہی تو پوچھا ہے کہ پٹاری کب کھولنی ہے؟
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
شاباش اسکے بعد آپ کا انٹرو شروع کر دیتے ہیں اوپر لکھے گئے وقت تک چلاتے ہیں khallas ۔
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
میں بھی روزانہ ....باقائدگی سے ڈیلی آن لائن آنے کی سعادت حاصل کر رہا ہوں
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
Bister par jaen ge to karwat badlen ge , ek kursi se dosri kursi tak safar jari rehta hai
:Nice:
Ye to bada daqeeq kam hai. matlab k janab ka forum k eshq mai nendai haram hogaye hai.SO Funny
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
smartguycool
میں بھی روزانہ ....باقائدگی سے ڈیلی آن لائن آنے کی سعادت حاصل کر رہا ہوں
Ham Bhi to rooz atai hai janab likn thoda time ka faraq hai.
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
intelligent086
یہی تو پوچھا ہے کہ پٹاری کب کھولنی ہے؟
Habib Bhai us ko patari kholnai nahi dena filhal.
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
Main to daily online aa rahi hoon
Han wo to sab ko pata hai k ap daily online ati hai, likn kis time Allah janai.
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
@Ubaid Abhi to maine apni patari nahi kholii:P
Ap is tarha kardo k wo patari mujai do, mujai kisi sai sawal karna nahi ata so mai wo use kardonga.
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
پتا نہیں کس ٹائم آتے ہیں لوگ سلیمانی ٹوپی پہن کر
pata nahin kis time aate hain log sulemani topi pehen kr
:) :)
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
smartguycool
پتا نہیں کس ٹائم آتے ہیں لوگ سلیمانی ٹوپی پہن کر
pata nahin kis time aate hain log sulemani topi pehen kr
:) :)
Mai to abhi bhi aya hon likn ap ka ya kisi r ka kuch pta nahi
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
Ap is tarha kardo k wo patari mujai do, mujai kisi sai sawal karna nahi ata so mai wo use kardonga.
Aap ki tajveez Theek hai , sochte hainX_X
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
Han wo to sab ko pata hai k ap daily online ati hai, likn kis time Allah janai.
Ghar walon ko Sula karannoyingly happy
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
Ye to bada daqeeq kam hai. matlab k janab ka forum k eshq mai nendai haram hogaye hai.SO Funny
Daqeeq ya raqeeq , Duty ke responsible hain Forum zaroor dekhna hota hai ,
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
intelligent086
شاباش اسکے بعد آپ کا انٹرو شروع کر دیتے ہیں اوپر لکھے گئے وقت تک چلاتے ہیں khallas ۔
Phir mujhe dhonte rehna\:D/
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
intelligent086
یہی تو پوچھا ہے کہ پٹاری کب کھولنی ہے؟
Jald khulne walii hai(:|
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
Habib Bhai us ko patari kholnai nahi dena filhal.
Easy ho lain koii baat nahi
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
Habib Bhai us ko patari kholnai nahi dena filhal.
اسکو کہہ دیا ہے آپ ایک روز قبل بتا دینا وہ سوالات لگا دے گی
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
@Moona
ایک روز قبل بتا دیں گے کہ سوالات کب پوسٹ کرنے ہیں
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
Aap ki tajveez Theek hai , sochte hainX_X
Socho nahi ziyada sochnai sai mann badal jata hai kabhi kabhi
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
intelligent086
@Moona
ایک روز قبل بتا دیں گے کہ سوالات کب پوسٹ کرنے ہیں
Jo Hukam
:Nice:
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
Socho nahi ziyada sochnai sai mann badal jata hai kabhi kabhi
Befikar rahen mazboot iradah hai
:Nice:
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
Befikar rahen mazboot iradah hai
:Nice:
Acha
-
1 Attachment(s)
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
Befikar rahen mazboot iradah hai
:Nice:
ye iraada itna mazbboot kion tha.ke aj tak hill bhi na saka ani jaga se..:(( banda ya bandi koi sawal hi kar lete hain..
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
@Ainee
Walikum Salam.
Pehlai to mai ap sab ka (Moderators, Admins & Membors) shukriya ada karta hon. ap sab nai mujai boht pyar diya yahan. R khas kr @BDunc Sir r @Aliza ka boht boht shukriya q k in donon nai merai sath boht mehnat ki. mujai boht kuch sikhaya. ye mera pehla dafa hai k mai kisi forum ko use kar rha hon is liye mujai idhar mushkilat boht thai likn @BDunc Sir r @Aliza g ki mihnat sai mai is qabil bana k mai idhar kuch post kar sako r apnai khayalat ka izhar kar sako. so thanks a lot @BDunc Sir & @Aliza G.
R jo sir kehlwanai ka msla hai to janab mujai bura nahi lgta k koyi mujai sir ya sir ji kahai likn msla ye hai k mai jidhar kam karta hon to udhar kuch bandai hai jo mujai tang kartai hai bar bar sir ji sir ji keh k. mai un ko mana karta hon k mujai merai nam sai pukara karai q k ziyada tar merai ham umar hai likn wo log phir bhi baaz nahi atai.
And i dont have any problem ap ka muj ko sir g kehnai sai likn i think mai yahan par sab se junior hon is liye agar ap sab mujai merai nam sai mukhatib karien gai to mujai boht acha lagai ga.
Mujai bat karnai ka saleqa ata nahi hai is liye agar koyi bhi ghalti hoyi ho to us k liye muafi chahta hon.
R sawalon k jawab mai koshash karon ga k jald az jald don. inshaAllah
Shukriya.
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
Boht shukriya janab. mai koshash karta hon k jald az jald in sawalon k jawab don. mai thoda busy hon is waja sai abhi mumkin nahi likn saturday tak try karta hon. umeed karta hon ap mind nahi karien gai delay ko.
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
ye lai janab hogya baqi agar kuch zarorat sai ziyada likha ho ya kuch esa likha ho jis sai kisi ka dil dukha ho to us k liye muazirat chahta hon. thank you
bohot ache jawab the aap ke..khush rahe.
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
Quote:
Originally Posted by
Moona
In @CaLmInG MeLoDy ke to ham sab student hain ek student muzafar ali tha pata nahi ab kahan hai wo har baat dhamki se karta tha
muzafar ali. :)) kia name yad dila dia ap ne. CM ne bohot koshish ki thi unko forum modship sikhane ki..par wo na seekh paye..aur naraz ho hi gaye.
Quote:
Originally Posted by
smartguycool
Ye sawal kis se hain????
abhi toh ubaid se the.aap ki baari aane ko hai.
[QUOTE=Ubaid;145525]Shukriya Sir G. mai @CaLmInG MeLoDy aur @Ainee sai request karong k ap ka bhi tafseli interview lai ta k ham bhi ap k baray mai jan sakai.[/QUOTE @BDunc free time apna bata dain.ussi roz unka interview..
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
:-O pora january
Quote:
Originally Posted by
Ubaid
Acha
bohot ache ache jawab diyye aap ne.. end of jan tak aur kisi ne aur bhi sawal poochne hian toh pooch le..uske baad..feb main next member ka interview..IN SHA ALLAH..
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
@Ubaid
1-zindagi main kabhi akela pan mehsoos kia.agar han toh uska kia hal nikala
2-zindagi se kia sabaq hasil kia
3-insan main kia best hona chahiye..
4-ap ki apni nature main ap ko kia pasand hia
5-UT ke members ..jin se ap ka aj tak interaction hua..one by one un sab ke bare main ap ki kia soch hain bata dain.
6-agar pakistan ke wazir-e-azam hote ap toh kese hote
7-shaitaan kisko nahi uksaata. agar ap ko uksa raha ho.toh kia karte hain ap
8-namaz ki pabandi karte hian ya jan churate hian.
9-Quran pak ki translation kabhi parhi?
10-UT ka man pasand section ap ka konsa hia.
11- @smartguycool ki postings ke bare main ap ki raaye
12-CM ne is form ko bananae main aj tak jitni bhi mehnat ki.uska andaza toh ap ko ho chuka hoga. is bare mai ap ki raye
13-forum se koi shikayat. shikwa
14-forum ke liye koi suggesson
15-kisi bhi insan ko koi talqeen karni ho.toh ap ki talqeen ya nasihat karanige
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Moona
Aliza Sis aap ke sawalaat dekh liye hain , main to abhi tayari kar rahi hoonmadly happy
Kab tk tayyari karengi moona sis.. ubaid ka interview session khatm par hai
-
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
smartguycool
Ye sawal kis se hain????
Ye sare sawal ubaid se hai Hassan sahab