hum,chahaton ke samunder ki gehrayeeon se darte nahi "salam"
,,sirf hairaan hai,,kyu koi mauj,,is pyaas ko bujhaati, nahi?"
Printable View
hum,chahaton ke samunder ki gehrayeeon se darte nahi "salam"
,,sirf hairaan hai,,kyu koi mauj,,is pyaas ko bujhaati, nahi?"
tadap....pyaas karb aur aansooo..........
yehi alaamat hai Salaam dil lagane ki
"har alaamat,,hum nazar~andaaz kar jaate hai,,
ulfat ke sirf ek lamhe,,me,,zindagii jee lete hai.."
ek pal me ek sadi ka maza humse poochiye......
do din ki zindagi ka maza humse poochiye
bhulein hain rafta-rafta unhe muddaton me hum
qistoan me khud-kushi ka maza humse poochiye
http://www.shayari.in/shayari/attach...2rainalone.jpg
.....
hawaon ne jab meri zulfen kholeen,,,,
baadlon ne,,dur se dil ko aawaaz dee,,
bijliyon ne jab mere aangan me tasweer banayee,,
teri qami,,mere`rom`rom me samayee,,
har tadapti aah ne duhayee lagayee,,
hay!!,,yeh barsaat ne kaisi aag lagayee,,
pura jism bhigoker,,ruh ki pyaas,,kuch aur badhayee,,!!!!
http://s4.favim.com/orig/50/beautifu...com-453911.jpg
,,,,,,Yeh Lafzon Ki Shararat Hai, Sambhal Kr Kuch Bi Likhna Tum,,,,,,,,,,,,,,,,,
Mohabbet Lafz Hai Lakin Yeh Aksar Ho Bhi Jaati Hai . .,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
,,,,,,,,
Mat pucho ki kis tarah se chal rahi hai Zindagi...
Us dour se guzar rahe hai jo Guzarta hi nahin !!!
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,,,
,,,,,,,,,,,,,,,,,http://img1.imagehousing.com/1/2384f...af1285af67.jpg
aaj phir udas bhaitha hun.....
tumse milne ki aas liye bhaitha hun.....
Mujhe bhi yad rakhna jub likho tariq e wafa,.
K humne bhi lutaya hai muhabat main sukun apna
Ek roz mere hijr ki duniya me aake dekh,
Tanhaiyon ke dasht me dera laga ke dekh,
Hum ehl-e-wafa pyar ko ruswa nahi karte,
ye jan-e-wafa hum ko zara aazma ke to dekh