Farman Say pairon Pay Kabhi Phal Nahi Lagtay
Talwar Say Mausam Kabhi Badla Nahi Jata...!
Printable View
Farman Say pairon Pay Kabhi Phal Nahi Lagtay
Talwar Say Mausam Kabhi Badla Nahi Jata...!
ایک ہمیں آوارہ کہنا کوئی بڑا الزام نہیں
دُنیا والے دل والوں کو اور بہت کُچھ کہتے ہیں
تیغ بازی کا شوق اپنی جگہ
آپ تو قتلِ عام کر رہے ہیں
aaj dil ko cheer kay bhardain gay hum ik rang naya
ab kay han tasveer e jaaN khoon se nikhari jayegi
Juda hoay hain boht log Aik tum B Sahi
Ab itni si baat pe, Kia zindagi Haram krain!
Hazaron Dubnay Walay Bacha Liye Lekin
Usay Main Kaisay Bachaon Jo Dubna Chahay..!
Hoti nhi qabool dua tark e Ishq ki
Dil chahta na ho to Dua mai asar kahan!!
jo zakhm rafeeqon k rawaiyon se lgy hain
wo zakhm kisi ko bhi dikhany se rha main
Khuda ne sabar krny ki hmain tofeeq bakhshi hai
Aray jee bhar kay tarrpao shikayat kon krta hai?
اللہ جسے چاہے اسے ملتی ہے مظفر
عزت کو دکاںوں سے خریدا نہیں جاتا