Zamana Toh Bade Shauk Se Sun Raha Tha,
Hum Hi Ro Pade Daastan Kahte Kahte.
Printable View
Zamana Toh Bade Shauk Se Sun Raha Tha,
Hum Hi Ro Pade Daastan Kahte Kahte.
Saari Fitrat Toh Naqabon Mein Chhupa Rakhi Hai,
Sirf Tasveer Ujalon Mein Laga Rakhi Hai
mae to shaaair hun meri baat kahaan mano gy??
tum ny jhutla diye duniya mae PEGHAM'BER kitny
Ab to Qismat hi milaa de to milaa de.......
warna hum toh bichad gae hain tufan mein parindon ki tarha....!!!!!
Aur duniyaa se bhalaayi ka silaa kya miltaa,
Aayina mein ne dikhaya tha ke pathar barsey..
hum ny mana k tghafl na kero gytum lekin
khak ho jaengy hum tum ko khaber hony tk
ye udasi ka sabab poochny waly
kya krengy jo udasi ka sbab batlaya
Kya us se chupaaon ke nahin ghair bhi itna,
Kya us ko bataaon, mera apnaa to nahin woh..