Yeh kooche, yeh nilaam ghar dilakashi ke
Yeh lutate hue karvan zindagi ke
Kahan hain, kahan hain muhafiz khudi ke
Jinhen naaz hai hind par woh kahan hain
Printable View
@intelligent086 habib bhai #-o is movie ka koi character zinda hai;)) mujhe lagta hai koi gila karne wala nahi ho ga sabhi ka dehant ho chuka ho ga :))
Boohey bariante nale lee kanda tap key,
Awaan gi hawa ban key,
Ye antakshiri secrion hai.. yaha nas songs chalenge
.ye dil to mila hai...sirf tumhe pyar karne k liye
Ye aankhein mili hai.. bas tera deedar karne k liye
Aadamee musaafir hai, aataa hai, jaataa hai
Aate jaate raste mAin, yaadain chhod jaataa hai
mehfil mein teri
Hum naa rahe jo
Gham toh nahi hai
Gham toh nahi hai
Qisse humaare nazdeeqiyon ke
Kam toh nahi hai
Kam toh nahi hai Kitni dafaa, subah ko meri
Tere aangan me baithe
Maine shaam kiya
Bol Dona zara dil mejo hai chupa me kisi se kahungi nahi
Jaane kyaa dhoondhati rahati hain ye aankhen mujhumein
Raakh ke dher mein sholaa hai na chingaari hai
Tum jane nahi ye dard mera... ya jaan k bhi Anjane ho...
Ek pal ye lage apne ho tum
Ek pal ye lage begane ho...
Dil na ye paheli bhuj saka
Tum kon piya
Benaam sa yeh dard, thahar kyon nahi jaata
Jo beet gaya hai vo, guzar kyon nahi jaata
Sab kuch to hai kya dhoondti rahti hain nigaahein
Kya baat hai main waqt pe ghar kyoon nahi jaata