"khamosh aankhon se woh jaane kya kahna chahti hai,,
har ,tabassum per uski palken bheeg jaati hai""'
Printable View
"khamosh aankhon se woh jaane kya kahna chahti hai,,
har ,tabassum per uski palken bheeg jaati hai""'
mehfil-e-shaeri me aesa surroor chagayaa
mujhko apne qalam par ghurroor aagaya..........
unki aankhon par likhne ki tamanna thi....
par likh na sake......
islye aapka likha dekhkr khush hain
http://www.shayari.in/shayari/attach...arkclouds..jpg
baarish..
"yeh syaah baadal meri aarzuon ko kaii rang de jaate hai,,,
unki qurbat ki khwaiish ke naye paigaam de jaate hai...
intezaar me jagii,,meri aankhon me laali de jaate hai...
meri har khamosh aah ko aawaz de jaate hai,,,
kaee mehfilon ko meri phir se,,tanhah kar jaate hai,,
http://www.shayari.in/shayari/attach...mpgianrang.jpg
"hawa ka koi khush~gawaar jhonka,,jab mujhe choo kar guzar jaata hai...
teri qurbat ka bhula ,,har rang mere wajood per,,bhikhar jaata hai"
tu mile to maanind-e-bahar sanwar jaaunga
warna khud apne wajood me bikhar jaaunga
"zindagii me meri ab bahar kahan,,,
khizah ke saare mausam,,woh saugaat me,degaya mujhe,,"
http://www.shayari.in/shayari/attach...6leavesdry.jpg
mausam-e-hijr ko nemat jaanlo
muhabbat hai tanhaai ye maanlo
....itna jaante tab muhabbat karte hi nahi,,
....tinka~tinka,,jalker,,azeeyaton se guzarte hi nahi...
ishq wo samandar hai.......jisme doob jana hai zindagi
doobkar bhi jo na bhuje......ye hai wo tishnagi