Re: Mann..................
Quote:
Originally Posted by
Rana Taimoor Ali
achi ho suchi ............. mujhe tu pata he nahi tha :P
Thank you batatne k liye
Ab pta chal gya na?????
Mubarak ho
Aap k GK me valuable ezafa hogya e
Re: Mann..................
Quote:
Originally Posted by
intelligent086
اوئے اتنا بڑا احتجاج۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
#-o ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
Haaaaan jEEEEEEEE
Re: Mann..................
Quote:
Originally Posted by
Arosa Hya
oho sweet heart kia ho gya kis ne utna barham kr dia k qalamm cheekh utha ehtjajan???
baat to bilku theek hai manana to chahiye ........ lekin aik solution hai jo na manaye us se badla lia jaye :P
or taka k lia jaye phir jb uska dimagh gomy to osy btaya jaye tm ne manaya nhi taky next time wo yad rakhy k manana hai........ aise bas khud ko hi ku takleef di jaye bhala.......bath:
Saza ka koi faida nae
Na badlay ka
Asar e nae hota
BTW it was just an observation
Re: Mann..................
Ache soch hai...per yah duniya hai pyary....yahan her kasi ko khush karna bht muskil hai.
q k her koie apni apni soch say logon say milta hai. aur her kasi ki soch aik jasi nahe hoti...per yah b such hai k kasi ko naraz nahe karna chaheya. q k Allah dilon may rahta hai.
thanks for nice sharing.
Re: Mann..................
Quote:
Originally Posted by
mr_innocent

Shukriyaa Nice comment k lye
Re: Mann..................
Quote:
Originally Posted by
Nimra Rashid
Saza ka koi faida nae
Na badlay ka
Asar e nae hota
BTW it was just an observation
ary hota hai asar ab aisa b nhi hita k bilkul parwa na ho han per nature alag alag hoti hai insano ki kuch in rothny manany k chonchlon ko pasand nhi krty
Re: Mann..................
Quote:
Originally Posted by
Arosa Hya
ary hota hai asar ab aisa b nhi hita k bilkul parwa na ho han per nature alag alag hoti hai insano ki kuch in rothny manany k chonchlon ko pasand nhi krty
Essay logon ki to phir pitae hne chahye
Re: Mann..................
hmm.. are wah..Nimra tum likh bhi leti hon..kahin hath dukh toh nahi gaye..maathe pe shikan toh nahi par gai likhte likhte..in nazuk mizaaj logon ka likhna likhaana...bath:..haye haye..
khair..mazah apni jaga..magar acha likha hai kafi.. haqeeqat ke qareeb tar.
pehli bat..roothta toh insaan maan se hi hai..magar koi nahi mana raha..iska matlab hai ke..wo aap ke qaabil nahi.. ye aisa moqa hota hai. jab ham is bat ka andaza laga sakte hain..ke kis ko hamari khushi azeez hai ..aur kis ko apni..jis ko sirf apni khushi azeez ho.wo kabhi nahi manaata..
lakin aik aur zindagi ki haqeeqat bhi hai..wo ye ke.ye forumula jo abhi main ne bataaya..wo real relations par laagu nahi hota hai..kion ke..apne waaldain, behen bhai, husband wife..bohot hi mushkil se aik doosre ko manaate hain..shaaz-o-naadir hi..
par ye falsafa mehboob pe laagu hota hai..mehboob agar nahi mana raha..toh samajh lain ke usko apni khushi azeez hai ;))
toh bataow azeeza..moaamla kia hai.. :P
Re: Mann..................
Quote:
Originally Posted by
CaLmInG MeLoDy

Bus janab kabhi kabhar es trf yaani Likhnay per b zor azmaeee ker lete hain
Baja farmaya aap ne
Mamla kuch bhi nahi
bus observation the
mood kharab tha
likh dala
me aksar poetry ya writing kharab mood mein he karti hun
Re: Mann..................
دراصل ساری بات احساس کی ہوتی ہے،اگر احساس مر جائے تو پھر انسان کی زندگی
بے رنگ سی ہو جاتی ہے اور اُسے اپنے پرائے کی پہچان نہیں رہتی ہے، اُسے محسوس
نہیں ہوتا کہ وہ جانے انجانے میں کتنے ہی اپنوں کو ناراض کر بیٹھا ہے۔
دوسری بڑی چیز انا ہے،ہمارے اندر نام نہاد بہت بڑی انا بھری ہوئی ہے، اور یہ نام نہاد
انا کے ہاتھوں یرغمال بن کر ہم بہت سے اپنوں کا مان توڑ دیتے ہیں اور لاپرواہی کا
ایسا مظاہرہ کرتے ہیں کہ اگلا انسان ہم سے متنفر ہو کر ہمیشہ کے لیئے ہم سے
دور ہو جاتا ہے۔
ہم نے اپنے دل و دماغ میں انا کے ڈیرے ڈال رکھے ہیں اور احساس خانہ بدوشی
کی زندگی بسر کر رہا ہے۔۔۔ اور یہ بہت بڑا لمحہ فکریہ ہے
Quote:
Originally Posted by
Nimra Rashid
Baaz auqaat log ye kyun bhool jatay hain k agar koi aap se khafa hai to wo es lye nahi k ussay us khafgee mein maza araha hai, na he wo aap se sada khafa rehna chahta hai.
Wo to es lye khafa hai kyun k shyed ussay kaheen na kaheen ye mann hai k aap ussay khafa nahi rehnay dain ge. Pyaar se ussay mana lain ge.
Magar.........
Wo log bhool jatay hain k koi pyaara, koi apna khafa hai
Or Mann toot jatay hain
Dil toot jatay hain
Per nahi
Shyed roothnay wala un k lye koi ehmiyaat he nahi rekhta hoga
Or agar ehmiyaat hogi bhi to shyed waqti
Lagao hoga bhi to shyed aarzi
Magar shyed unhay ess baat ka ehsaas nahi hota k
Mann k sath sath
Insaan bhi toot gya hoga
Unki be-etnaee se
Unki laparwaee se
Mera bus yahi kehna hai k
Aye logo
Apny piyaron ko kabhi roothny na daina
Gar jo koi rooth bhi jaye to uska mann rekh ker mana lena ussay
Esa na ho k kaheen bohat dair hojae
Or aap es sub mein kisi bohat he pyaar karny waly dil ko kho na dain