Re: Pakistan ka matlb kia?
Shukar hai Ap ne meri baat ko follow kia or baat samajh gai hain to pls ab next time adhura pakistan ka matlab nahe kehna na he kisi k nare ka jawab adhure kalme se dena hai or agar koi adhura pakistan ka matlab bole ya bataey to ose aram se pora pakistan ka matlab sahi tarhan se samjha dejiye ga.
Re: Pakistan ka matlb kia?
JAZAK ALLAH HO KAHIR @singer_zuhaib
Re: Pakistan ka matlb kia?
Quote:
Originally Posted by
Ria
Aameen....
to ground realities ko nazr andaz to kia nahi ja skta...
so pehla kam to yahi krna ho ga Amal es k elwa aur kuch shyd hum awam kr nahi skty properly
Haan kah saktay hain ............