ye tu bht aachi baat hy phr...:);hansi::
Printable View
walaikum Assalam.ye pic or sher wese aaj kal ki generation pe to fit ata hai par other wise wese ye lafz e Ishq Ki sara sar or be Had Toheen hai.kio k jo jo Ishq karta janta or samjhta hai os k nazar mai ye Ishq ki Toheen hai.vo kia kehte hain ghadah kia jane adrak ka sawad to mai ye kaho ghadah kia jane Ishq Sawad.
ishq mai khoti ka bacha bun gaya ghalib
tumhara dewaan parha hota kabhi ishq na karta
mere mind mein yeh aaraha hai k yeh chota bacha gaada ban kar khara hoya hai