toot kar B dharakTa rehta hai ,,,,!!
dil Sa koi Wafadar Na dekha
Printable View
toot kar B dharakTa rehta hai ,,,,!!
dil Sa koi Wafadar Na dekha
Jaise Saahil Se Chhuda Leti Hain Daaman Maujen,
Kitna Aasan Hai Tera Mujhse Gurezaa'n Hona.
Haath tho Woh Churaa Gayaa Lakinn.....
Unglii Unglii Mehekk Rahii Haii Abhii.
aarzo phir aarzo k baad khoon-e-aarzoo
lo aik fiqry mae bayaan hy dastan-e-ZINDAGI
Aap Ki Yaad Mein Ki Hai Main ne Samandarou Se Dosti..
Najane Phir Bhi Kyun Mujhe Aap Ke Lafzou Ki Pyaas Rehti Hai..!!
Intazar e umer e taweel k baad,Bheja jo qasid ko unn ki taraf ....Qasid
palat kar khoob roya k taruf puchtay hain woh
Aaye to yun ke jaise hamesha the meherbaa;
Bhoole to yun ke jaise kabhi aashna na the
Ek pathar ki bhi taqdeer sanwar sakti hai
shart ye hai ke salique se sawara jaye...
Muhabbat APni Bhi Asar Rakhti Hai
Bohot Yaad Ayenge Bhula Ker To Dekho
Hum sa ehl-e-dil tujhe kahan mile ga GALIB...
Jo Terey Sitam Bhi Sahay or Tujhe Dua Bhi de
Ab Koi Aaye Chalaa Jaaye..,Mein Khush Rehti Hun...,
Ab Kisi Shakhs Ki AADAT Nahe Hoti Mujh Ko......!!!!!
Dur Jai Ga To Or Bhi Yaad Ayega
Faasle Qarb Ki Buniyaad Hoa Karte Hain
Tumhe Naraz Hi Rehna Hai To Koi Baat Karo
Yun Khamosh Rehne Se Muhabbat Ka Guman HOta Hai
hum ko un se hai wafa ki umeed..
jo nhi jante wafa kya hai....!
Herat Se Shagofon Ki Jhapakti Nahi Ankhen
Kis Aaan Se Kaanton Ke Kharedaar Chale Hai
Hum aisi kul kitaabein qaabil-e-zabti samajhte hain,
Ke jin ko padh ke ladke baap ko khabti samajhte !
Hazaron WasWasen Uthte Hain Uski Ankhon Main
Likha Na Kar Usse Khat Surkh Roshnaii Se
mujhy oar zindagi de, k hy dastaan adhori
meri mout sy na ho gi, mery gham ki tarjumani
Sooraj hamain hr shaam yeh dars deta hai,
k maghrib ki taraf jao ge tou doob jao ge.
Go!Main Raha Rehen Sitam Haye Rozgar
Lekin Tere Khayal Se Ghafil Nahi Raha
Ta'aluq Khatam Karna Ho.,To Kuch Mushkil Nahe Jaana...,
Barra Saada Sa Jumlaa Hai..,SITARAY MIL NAHE SAKTAY..
Khushbu Ke Kalam Se Shayad Likha Tha Usne Khut
Har Lafz Mahak Raha Hai Gulab Ki Tarah
Ashq Mile To Pee Lete Hain
Aap Kahe To Mar Jayen Hum
Aap Kahe To Jee Lete Hain
Hum To Hain Un Phoolon Jaise
Jo Kaaton Main Bhi Jee Lete Hain
Har Ek Baat Pe Kahte Ho Tum Ki Tu Kya Hai
Tumhi Kaho Ki Yeh Andaz-E-Guftagu Kya Hai
Ragon Main Daurte Phirne Ke Hum Nahin Qayal
Jab Aankh Se Hi Na Tapka To Phir Lahoo Kya Hai
Deeye mein dhal gayi toh dekh lena,
ye mitti roshani dene lagegi …!
Aaj Koi Shayari Nhi Bas Itna Sun Lo,
Main Tanha hun Aur Wajah Tum Ho.
@Admin;
Aashik hoo par maashooq-farebi hain mera kaam,
Majnoon ko bura kehti hain laila mere aage!
Kabhi Khud Sey Mukar Janey MeiN Kya Hai???
MaiN Dastavaiz Par Likha Hoa NaeeN..!!!
Wo jo tameer honey wali thi...!!!
lag gai aag us imarat meiN...!!
Gham na hota jo khil k murjhatey...!!!
Gham to ye hai k hum khiley bhi kahaN??? —
MeiN to safoN k darmiyaN, Kab sey para huN neem jaaN...!!!
Merey tmam janisar, merey liye to mar gaye...!!!
Zamana tha wo dil ki zindagi ka...
Teri furqat k din laoN kahaN sey???
TumheiN tha naz bohat jis ki naam daari par...!!!
wo sheher bhar meiN ruswa hai, ab bhi aajao...!!!
ye rabt e bey shikayat or ye meiN...!!!
jo shay seeney meiN thi wo bujh gai kya?
Kharch chaley ga ab mera, kis k hisaab meiN bhala...!!!
Sab k liye bohat huN maiN, apney liye zara nahiN...!!!
Hum jin gharoN ko chor k aaye they nagahaN...!!!
Shikwey ki baat hai wo agar kheriat sey heiN...!!!
Ye TalkhiyaN Ye Zakhm, Ye NakamiyaN Ye Gham...!!!
Hai Kya Sitam k Ab Bhi Tera Mud'aa HooN MaiN...!!!
Hai Wo Ghurbat K Ab Merey Dil MeiN...!!!
Kuch NahiN Merey Siwa JanaN...!