Jo Roh Say Sakoon Ka Kanta Nekaal Day
Ay Dost Mujh Ko Easa Ghum -e- La zawaal Day
Printable View
Jo Roh Say Sakoon Ka Kanta Nekaal Day
Ay Dost Mujh Ko Easa Ghum -e- La zawaal Day
Gham-e-zindagi tera shukriya – teray faiz he sey ye haal hai
Wahi subh o shaam ki uljhanein wahi raat din ka wabal hai
Rah -e- Wafa Main Azeeyat Shanasiyaan Na Gaii
Kese Bhi Rut Main Hamari Udasiyaan Na Gaii
Teray Qareeb Bhi Reh Kar Tujhay Talash Karoon
Mohabbtoon Main Meri Bad Hawasiyaan Na Gaeii
Ho Ager Ahsaas Tu Zara Kijeye Mehsoos
Har Baat Ka Izhaar Zarori Nahi Lab Say
ANSOO NIKAL PAREY TU TERI LAJ REH GAI
IZHAR-E-GHAM KA WARNA SALEKA NA THA MUJhE
Teri khushboo nahi milti, tera lehja nahi milta
Hamain to shaher main koi, tere jaisa nahi milta
Yeh kesi dhund main ham tum safar aaghaz kar baithay
Tumhain aankhain nahi milti, hamain chehra nahi milta
chot jo dil main lagy hai terey janay se woh ksay dikhain
kon yahan mukhlis hai Saqi kis ko haal e dil sunayain....
bhool bhi jana ossay yaad bhi krtay rehna...
acha lgta hai issi dhun main bekhertay rehna....
wo bewafa na tha youn hi badnaam ho gia
Hazaron chahne wale the kis kis se wafa karta
hajoom-e-gham meri fitrat badal nahin sakta
KYA KAROON MUJHEY AADAT HAI MUSKRANEY KI
Uthaaye kuch varq lalaa ne kuch nargis ne kuch gul ne
Chaman mein har taraf bikhrii hui hai daastaa'n meri...
Yaad to hongi wo baatein tujhe ab bhi lekin
Shelf mein rakhi hui band’h kitaabo’n ki tarah
Acha hay dil ke pas rahay paasban-e-aqal
Lekin kabhii kabhii isse tanha bhi chhorh dey...
Ilaahi phir maza kya hai yahaan dunya mein rehney ka
Hayaat-e-jaavidaa'n meri na marg-e-naagahaa'n meri...
Yeh kahan ki dosti hai k banay hain dost nasehh
Koi charasaaz hota koi ghamgusaar hota...
Bay wajha to naheen hain chamman ki tabbahiyan
kuch baghban hain barqoo sharrer say millay hu-ay
Aaj bhi hai terii doorii hee uddasi kaa sabbab
yeh al-lag baat kay pehli si naheen kuch kam hai
Najanay kaun hai jis ki talash mai Nasir
Har aik sans mera ab safar mai rehta hai...
Yeh humhe hain k tera dard chhupa ker dil mein
Kaam dunya k ba-dastuur kiay jatay hain.
Har Samandar ka aik sahil hai
Hijar ki raat ka kinaara nahi
Woh nahi milta aik baar hamen
Aor yeh zindagi doobara nahi
Youn bhi naheen k pass hai meray woo hum naffas
Yeh bhe ghalat k mujh say judda ho giya wo shakhs
Kehne-ko bahut kuch thha, agar hum kehne pe aate
Kuch aisay he haalat hain, ke hum kuch nahin kehte
Yeh kinaroon say khailnay walay
Doob ja-ain to kiya tammasha ho
Waqat ki chand saaetain saghar
Lout aa-ain to kiya tammasha ho
Nashime subah gulashan meiN guloN se khelati hogi
kissiki aakhari hichaki kisiki dillagi hogi
dikhaa doonga sar-e-mehfil bataa doonga sar-e-mehsher
wo mere dil meiN hogi aur duniya dekhati hogi
hum hain k si kar lab-e-guftaar baithey hain
Bisat-e-zindagi pe dil ki baazi haar baithey hain
Na wo farishta ho na farishtey jaisa ho
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho
Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai
Wo koi bhi ho, kahin bhi ho, chahay kesa ho
Aaaj palkon ki munderon pe bohat ronaq hai
dekh sakte hoto ashkon ka charagan dekho..!!
Ham Ko Is Jaha Main Koii Be Wafa Nahi Mila
Kami Paii Tu Fqat Apnay Khaloos Main Paii
Wafa kesi , kahan ka ishq , k jab sar phorna tehra
to phir ae sang dil tera hi sang.e.astan kion hoo
wafa karin gay nibhahayin gay bat manin gay
tumhain b yaad hay kuch yeh kalam kis ka tha
naheen koi gharz mujh ko keh mangon main wafa tum se
faqat itna kahon gaa ab mere khatir naheen roona
mita do gar nishan^ mere mujhy nabod ker do tum
s`rapa main mohabbat hon naheen momkin fana hona
Too Ny Andaaz_E_Aseeri Dekha Hai, Andaaz_E_WAFA Nahi Shayad ..
,
Kuch Panchi Pinjra Khol b Dain To Jaya Nahi Krty .!
Woh Boli, Main Adhoore Qaidiyon Ki Saf Mein Shamil Hoon
Main Bola, Is Ka Matlab Hai Ke Aazadi Nahi Mumkin !!!!
KhalOos e Dil tO baRii Cheez hAi HamieN tO yahaN
wO lOg Kam Milley hiaN jO MeharbaaN Sey Lagey
Yahii hAi Zindgi Kuch Khwaab Chand Umeedien
Inhien KhilOnon Sey tUm Bhi Behal Sako tO Chalo
dabona chahti thein jo mohabbat k safeenay ko,
inhein lahron mein tha sahil na tum samjhay na hum samjhay...!
Dill-e-VeeraaaN Mein Taabish KyOn TamanaayeeiN Basaatey hO
Bareey NadaaaN hO Sehraa Bii kOiii Abaad Kaartaa hAii
kitni saji hai be-wafai teray masoom chehray par...,
hum bhi pagal thay k es ada pay mar gaye.
TalkhiyoN Key bOjh Ney ChehroN kO dhUndla Kar Diya
Aaj Key Insaan Par Kitnii GiraaN hAi Zindagii
Yeh jO Zindgaani Ka Khail hAi Gham o Inbasaat Ka Maile hAi
Usey Qadr Kya hO Bahaar Kii Kabhi Dekhii Jis Ney KhizaaN Nahien