ye kis muqaam par hayaat mujh ko leke aa gaii
na bas Khushii pe hai jahaaN na gham pe iKhtiyaar hai
Printable View
ye kis muqaam par hayaat mujh ko leke aa gaii
na bas Khushii pe hai jahaaN na gham pe iKhtiyaar hai
Najanye konsa zulm aur reh gaya hai Qamar
Dua mangtye hain wo meri zindagi k liey
yaar Munir chalo phir dekhen
roz aik wada karti ankhen
Ye ahd e baghawat hay, karo fikr saron ki
dastaar to koi bhi salamat nahi rakhta
Ab na vo main hoon na tu hai na vo maazi hai `Faraaz'
Jaise do shakhs tamanna ke sarabon mein milein
یہ مرے اپنے لوگ تھے مہرباں مرے اپنے روگ تھے راز داں
کسی اجنبی کسی غیر نے مرے دل پہ وار نہیں کیا
ہم اپنے مزاج میں کسی بھی در کے نہ ہوسکے
کسی سے ہم ملے نہیں کسی سے دل ملا نہیں
آج ہی سے چھوڑ دے میرا ہاتھ ورنہ پھر
عمر بھر رلائے گی رات پورے چاند کی
mein tujhe dhoondhne yaadon ki khuli sarak per
khushk patton ki trah roz bikher jata hun
Jaathe Mousam Ne Jinhe Chorr Diya Tanha
Mujh Me Unn Tootthe Pathoh Ki Jhalak he Kitni.
Waisay to mein theik hoon un ke bichar jane se,
bas dil ka hi sochta hoon kahin dharakna na chorde........!
Us se pocha jo maine ke chor kyun dia mujhe..
To jawab main wo mere aanso pochte pochte ro para..
Najane Sia Rang Hi Itna Aziz Kyu He Mujhe
Bicharrne Wale Ki Aankhoh Ka Rang tha Shayed
bhoole hain rafta rafta unhain muddaton main hum
qiston mai khudkushi ka maza hum se poochiye
yeh thik hai k nahi us ke ikhtiyaar ki baat'
magar mujhe wo shakhs bhul jayega akhir
Mairi ''Nighahon
Ki Talaash ßas
Itni Hai
''
K Aakhri Sans
Say Pehlay Us
Ka Deedar Ho
Jaye.!
"!Hazaaron" tukarey" kiay" us" ne" merey" Dil" key" ".,
Magar" wo" khud" hi" ro" parey" har" tukarey" pe" apna" naam" daikh" kar"...!
asan to nahi apni hasti say guzr jana
utra joh samundar mein derya to bohat roya
joh shahks na roya tha kabhi tapti raho mein
dewaar kay sayee main baitha to boht roya...
wo pathar tha main shesha tha, nateja kyon nahen nikla?
usey thokar lagani thee, mujhe bhi toot jana tha
kat kr zubaan meri kah raha tha wo FARAZ
ub tmhay ejazat ha hal_e_dil sunaney ki...
ma fana ho gaya afsoos wo badla bhi nai FARAZ
meri chahat say bhi sachi rahi nafraat uski........
mere sabr ka koi ajr kia, meri dopehr pe yeh abr kion
mughe orrhne de aaziytien, meri aadtien na kharab ker
Mohabbat dil ka sajda hai, jo hai tauheed per qaim
Nazar k shirk walon say mohabbat rooth jati hai.... .
Yay kisnay aatish-e-ehsaas ko hawa di hai,
Kay mairy rooh me.n ek aag si laga di hai,
Nadaamate.n meray maazi say poochhti hai.n sawaal
Wo maah-o-saal ki daulat kahaa.n luta di hai
ہم پرورشِ لوح و قلم کرتے رہیں گے
جو دل پہ گزرتی ہے رقم کرتے رہیں گے
chartay suraj ke pOOjari to hazaroon hain "FARAZ"
doobtay waqt hum ne suraj ko bhi tanha dekha
Khud ko paRhtaa huuN, chhoR detaa huuN
ek varq roz moR detaa huuN
is qadar zaKhm haiN nigaahon meN
roz ek aaiinaa toR detaa huuN
woh aaye bazm meiN, itna to "meer" ne dekha
phir usske baad, chiragHoN meiN roshani na rahi
Ye Eahl e ishq ki basti hai ahtyaat se chal
musibato'n ki yaha'n inteha guzarti hai...
Wo kabhi ankh bi jhapky to larz jata hun "SAHIL"
Mujhy saans say b ziyada hai zarorat us ki
Badnam huwy hum Shehar min jis ki waja sy 'MOHSIN'
Us shaks ko Hum ne ji bher k dekha bhi nahe tha.
ab to biimaar-e-muhabbat tere
qaabil-e-Gaur hue jaate hai.n
tum mere pas hote ho goya..
jb koi doosra nhi hota
kuch youn mila krta hon mein sub se hans hans k MOHSIN........
Ke kisi ko gumaan'n tak nai hota mere hayaat-e-tanhaye ka.....
Kabhi toota nahi mere dil se teri yaaad ka talassum.,
Guftgu jis sey bhi ho khayaal tera hi rehta hai....
mai nai palkon sai dare yaaaaaar per dastak de hai...
mai woh saiel hon jisse koi sada yaaaaaaaaad nahe...
: Na Khoobyaan meri hein naa mera koi Kamal hei..
~: Daitaa Wohi Kareem Wohi Jal-e-Jalal hei,
~: Kuch apnay dam par loon to chinanay ka dar b ho..
~: Us k diyee ko cheen ley koi, kis ki yeh majal hei...
Is shehr me kitne chehre the kuch yad nhi, sab bhool gye..
Ik shakhs kitabon jesa tha, woh shakhs zubani yaad rhaa..
tum takalluf ko bhi ikhlaas samajhtay ho faraz..
doast hota nahin har haath millanay wala..
hum wo ana parast han jo haar k bhe kehtay han..
wo MANZIL he badnaseeb the jo humko paa na sakee !!