Yeh us ke Dard ko sehna yeh shair keh laina
Yeh us ke pyar ki bakhshish hain sub hunar meray
Printable View
Yeh us ke Dard ko sehna yeh shair keh laina
Yeh us ke pyar ki bakhshish hain sub hunar meray
yahi qalam hai k jiske hunar say niklay hain
rah-e-hayaat k kham hon k zulf-e-yar k bal
Main Lout Ata Teri Simt Aik Lamhey Main
Terey Labon Ney Mera Naam Tu Liya Hota
Nahin mugh ko shakiat ab kisi se
Bas apny ap se rotha howa hon
Bazahir khush hon lakin aik sach btaton
main ander se bahot toota hua hon
Rah-e-hayaat Main Kuch Marhalay To Dekh Liye
Ye Aur Baat Teri Arzoo Na Raas Aai
Ye Saaneha Bhi Muhabbat Main Baar-ha Guzra
Kay Us Nay Haal Bhi Poochha To Aankh Bher Aai
Ab yeh hee dukh hay hum main thi kami us main na thi
usko chaha tha magar apni tarah chaha na tha~!!
na rahaa junuuN-e-ruKh-e-vafaa ye rasan, ye daar karoge kyaa
jinheiN jurm-e-ishq pe naaz thaa vo gunaahagaar chale gaye
Yaad RaHe Ga Ye DaUr-E-hAyAt BhI..
Ke ZiNdAgI mAiN hI TaRsE zInDagI kE lIyE.
Yaad Kar Ke Mujhe Takleef He Hoti Hogii
Aik Kissa Hoon Purana Sa Bhulla Deh Mujh Ko
یا مجھ سے اُس کی یاد کے زیور بھی مت چُرا
یا مجھ سے، میرا چاہنے والا بھی چھین لے
ye dostii, ye maraasim, ye chaahateiN ye Khuluus
kabhii kabhii ye sab kuch ajiib lagtaa hai
Ye zindagi ke niralay mousam humein to abh tak samajh na aye
Jo yaadgaar e hayat thehray thay abh wohi haiN wabaal lamhay
abhi tou ishq mai aisa bhi haal hona hai
kay ashk rokna tum say ***** hona hai
her aik lab per hain meri wafa kay afsany
teray sitam ko abhi laazawaal hona hai
Ye kaysa dard ka saylab jee say guzra hay
Ye kiss nay agg laga di hay payrhan may mayray
ye thik hai nahin marta koi judai mein
Khuda kisi se kisi ko magar juda na kare
Wafa K Rang Me Us Ko Mana Letey To Acha Tha
Aana Ki Jang Me Aksar Judai Jeet Jati Hai...!
یادیں جاگ جاتی ہیں بارشوں کے موسم میں
ہر گھڑی ستاتی ہیں بارشوں کے موسم میں
ذہن کے جھروکے میں جب کوئی صدا ابھرے
آنکھیں بھیگ جاتی ہیں بارشوں کے موسم میں
na tan mein khuun faraham na ashk ankhoun mein
namaaz-e-shauq to waajib hai be-wazuu hii sahii
Ye Aur Baat Ke Dushman Huwa Hai Aaj Magar
Mera Dost Thaa Kal Tak,Usey Buraa Na Kaho
Ussay apnay farda ki fikr thi, woh jo mera waqif-e-haal tha
Woh jo uss ki subh-e-urooj thi wohi mera waqt-e-zawal tha
Apni manzil pe pohanchna kisi muajaze se kam nahin,FARAZ
Raaste pathar kay hain aur hamsafar sheeshay ka
yehi nahi kay tujhay jeetnay kee khuwahish hay
may tere waastay khud ko bhi haar saktee hoon
neend raton kee ura dete hain hum sitaron ko dua dete hain
roz ache nahi lagte anson khaas maqon per maza dete hain
Ye mera weham sahi phir bhi youn na ho k kaheen...
mujhey na paa key wo khudh ko sazayen daita ho
ye tashngee-e-fann hai ki bechaargee-e-shauq
sau baar mitaa dee teree tasveer banaa ke
na to hosh se ta'arruf na junuuN se aashnaaii
ye kahaaN pahuNch gaye ham terii bazm se nikal ke
Yun daikhtey rehna usey acha nahi Muhsin !
Woh kaanch ka paiker hai to pathar teri Aankhain
Na Jaaney Kaun Si Majbooriyon Ka Qaidi Ho
Wo Saath Chorr Gaya Hai Tou Bevafa Na Kaho
وہی ایک لمحہ دید کا تھا کہ رکا رہا
مرے روز و شب کے حساب میں مجھے دیکھن
aik shair sunate hoon zara ghor se suno,
jao me nahi sunate kise aur se suno
اک بگولے کی طرح ڈھونڈتے پھرنا تجھ کو
روبرو ہو تو نہ شکوہ نہ شکایت کرنا
تجھ سے کہنے کی کوئی بات نہ کرنا تجھ سے
کنجِ تنہائی میں بس خود کو ملامت کرنا
ye kis ki chashm-e-fusun_saaz ka karishma hai
ki Tuut kar bhi salamat hain dil ke but_Khaane
ham rato ko uth ker rote hain,
jab sara alam sota ha
یہی دل تھا کہ ترستا تھا مراسم کے لیئے
اب یہی ترک ِ تعلق کے بہانے مانگے
زندگی ہم تیرے داغوں سے رہے شرمندہ
اور تُو ہے کہ سدا آئینہ خانے مانگے
اے بے دریغ و بے اماں، ہم نے کبھی کی ہے فغاں؟
ہم کو تیری وحشت سہی، ہم کو سہی سودا تیرا
تو بےوفا، تو مہرباں، ہم اور تجھ سے بد گماں
ہم نے تو پوچھا تھا ذرا، یہ وقت کیوں ٹھہرا تیرا
Ab tak dil-e-khush_faham ko tujh se hain umeedein
Yeh aakhiri shamein bhi bhujane ke liye aa
ye hi mata e zindagi doston apni
mohabbat ki pehli nazar hai aur main tanha
Asaan Nahin Hai Kashmakash-é Zaat Ka Safar
Hai Aagahi Ke Baad Ghum-é Aagahi Bohat...!!
Ajeeb tajurba thaa bheed se guzarane ka
Oose bahana mila mujh se baat karne ka
Apne dil ka dard dil mein hi daba kar rakha hai,
Agar karte bayan to mehfil ko rulaa dete.