Woh mujh say meri udaasiyon ki waja poochta hai
kaisa pagal hai, dhalti raat k sannatay ki waja poochta hai
Printable View
Woh mujh say meri udaasiyon ki waja poochta hai
kaisa pagal hai, dhalti raat k sannatay ki waja poochta hai
uSAY yaqeen ha ke mein jaan de na pa0unga Mohsin...
MUJHE ye khouf ha ke roye ga aazma ke Mujhy...
nahi ha na umeed Iqbal apni kasht-e-wera`n se,
zara nam ho to ye matti bari zarghez ha SAKI
Ae tahir-e-lahoti os rizq se mout achi
jis rizq se ati ho parwaz me kothahi.
اپنی زند گی کی کتا ب سے لفظِ حسرت ہم نے مٹا د یا
جِسے چا ہا اُسے پا لیا جسے پا نہ سکے اُسے بھلا دیا
Tum ko chaha to izhar na kerna aaya…
kat gayi umer humain pyar na kerna aaya…
us ne manghi bhi kuch to judai mangi….
aur hum they ke humain inkaar na kerna aaya…
Kya poochhte ho kahaan hain hum
Shikasta kashti mein aur toofaan ke darmiyaan hain hum...
Kya poochhte ho ke kaise hain
Ek dard se nikle hain abhi, ek ki taak mein baithe hain...
mai pooch pooch haaron so so sawaal tujh se
aur too jawab na de aisa kabhi na ho
tu agr chor jata hai to kaya.......
haadsay roz hua kerty hain...
Shaam party hi kisi shaks ki yaad.....
koocha e jaan mein sadaa kerti hai...
dil ki khamoshi se saanson k tehr jany tak.....
yaad aye ga mujhe wo shaks mar jany tak....
]Meri dua hai k mujhe mohabbat wo hasil ho....
usay jo khud se nikaloon to paas kuch na rahy...
eak lamhay k liye haath raha haathon mein .......
eak lamha woh meri zeest ka hasil tehra.....
palkon k band ko tor ker daaaman pe aa gira......
eak aansooo mery sabr ki toheen ker gaya.....
jo usko dekh le mehtaab ek nazr "danish"
mery shehr ki fizaaon mein kabhi shaam na ho...
kon karta hai wafaon ke taqazay un se........
hum to ik jhoothi tassali ke talab-gar hain bas...
mujh se bicher ke khush rehty ho
meri tarha tum be jhootay ho
Hum ne chaha tha ik aisay shakhs ko Faraz"...
jo ayenay se bhi nazuk tha magar tha pathar ka...
Wo muj se bichar kar ab tak roya nahi Faraz"
koi to hai hamdard jo ussay ronay nahi deta...
"Zaroorat"torr deti hai "gharoor_e_beniazi ko Faraz"
na hoti koi majboori to har banda "wafa karta"
Meri Khushi Ki Mudat Itni He Hai Faraz
Guzar Jati He Mere Muskurany Se Pahle
tum ko jaab bohaj lagay sath humara to bata dayna
hum chup chap muhabbat sa mukar jain gaiy
ek umar beet chali hai tuje chate howe...
tu aaj bhi Be-Khabr hai kal ki tarhan".
اک رابطہ بے نام تجھ سے ہجر میں ہے
کہ تیری یاد کی خوشبو میرے سفر میں ہے
Muddadtein guzaari teri yaad bhi na aayi hamein
aur hum bhool gaye hoon tujhey aesa bhi nahi~
Yeh kia k sab se beyaan dil ki haltain karni
Faraz Tujh ko na aaien Muhabatien karni
ye aur baat kay milna nahi hay mumkin abhi
magar kabhi na milo zeest main aisa bhee nahii
yahan Bhi Ghum Nay Shab Bhar Soonay Na Dia
Or Woh Bhi Na Janay Kiss Khayal Mein Jaagtay Rahay
Yeh rakh rakhaaoo mohabat seekha gai os ko
woh roth kar bhi mujhy muskuraa kay milta hay
ye meri umr mery mah_o_saal dey us ko
mere KHUDA mere dukh sey nikal dey us ko.
Yeh boond boond si barish kisi ki yaadon ki
Mere yaqeen ka kachha makaaN gira degii
Na janay koun sa ansoo kisi se kiya kehday..?
Hum is khayal se nazrain jukhain behtay hain
Wo jisay Smajhty thy Zindagi, Meri Dhardkno'n ka Farreb tha,
Mujhy Muskrana sikha k wo, Meri Rooh tak ko Rula gya,
Apni Tanhai Merey Naam Pey Abaad Karey
Kon Ho Ga Ju Mujhey Is Tarah Sey Yaad Karey
امید تو بندھ جاتی، تسکین تو ہو جاتی
وعدہ نہ وفا کرتے، وعدہ تو کیا ہوتا
Nikalaa hum ko Jannat say Faraib-e-Zindagi day kar
Diya phir Shok-e-Jannat kyun,yeh Hairani nahi jat
یہ بے سبب کا تغافل کہاں تلک جاناں!
کبھی تو اوڑھ کے نکلو وصال کی چادر
رات پھیلی ہے ترے سرمئی آنچل کی طرح
چاند نکلا ہے تجھے ڈھونڈنے پاگل کی طرح
خشک پتوں کی طرح لوگ اڑے جاتے ہیں
شہر بھی اب تو نظر آتا ہے جنگل کی طرح
اب اس پاداش میں چنتا رہوں گا کرچیاں اپنی
سمٹنے کی تمنا میں بکھرنا بھی ضروری تھا
Yeh tou adaab_e_mohabbat k manafi hai ata
Rozan_e_dewaar se beroon_e_darr bhi dekhna.