Assalam o alikum
aap ke khyaaal main
insan ki sab se behtreen khoobi kia hai
Printable View
Assalam o alikum
aap ke khyaaal main
insan ki sab se behtreen khoobi kia hai
done...
Walaikum Assalamcalming ap ne jo Poll Mai jo jo baate add ki hain un mai ek she ki kami hai or vo hai insaaniyat.agar ap poll mai insaaniyat bhi add karti to mai insaaniyat ko he select karta.kio k jis mai insaaniyat hai osme phir vo sab koch hai jo ap ne poll mai mention kia hai.
har khoobi ki apni aik value hai .. ksi aik ko select krna mere liye mushkil hai
jawabat toh aap sab ke ache hian.