"hazaro'n deegriya'n lay kar ILm pe dastaras paa kar
chalaktay lafz ankho'n se na parh pao ' tou an'parh ho"
Printable View
"hazaro'n deegriya'n lay kar ILm pe dastaras paa kar
chalaktay lafz ankho'n se na parh pao ' tou an'parh ho"
@BDunc; @Jelly Bean; @intelligent086; @Aseer e Wafa; @_Alex_; @Ainee; @CaLmInG MeLoDy; @Veedoo; @Ubaid; @Hania Shah; @sehrish2134; @Moona; @Haniesh Shah; @smartguycool;
ان پڑھ
Umdah aur khoobsurat intekhab
share karne ka shukariya
Jab bikhrai ga terai rukhsar pai terai ankh ka pani
Tujhai ihsas tab hoga muhabbat kis ko kihtai hai
ashiq 8->
Umadah Itekhab
:Nice:
t4s
Thank u habib bhai
Thank u moona sis
Uthaa kar phool ki patti, nazakat say massal daali
Ishaaray say kaha hum dil ka aisa haal kartay hain...