Re: !جی میں آتا ہے کہ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔مار ہی ڈالی&
=))=))=))
jab tak tehreer mukammal parh naa li thi...anjaam e tehreer tak na pohonchi thi..tab tak khayaal aa raha tha.haaaaaaaaaaaaye...kia dil se nikle alfaaz hain. aisa lag raha hai.jaise direct apne hi dil main baith ke kaghaz par qalam se alfaz utaar diye...
par aap toh jaanti hian..is hawaale se..tehreer mukammal hone ke baad.main kahan itna hosla rakhti hon. ke dil khol ke hans bhi loon.aur keh bhi doon ke ... baat toh sach hai magar baat hai ruswai ki :)):)):))
parhne main itni rawaangi mehsoos ho rahi thi.toh in sab halaat ko bhaampny main kis qadar rawaangi rahi hogi.I can understand.
halaanke mukamal tehreer jab nahi parhi thi.tab bhi gumaan guzara tha ke..koi jaane pehchaane insan hain. magar jab tehreer mukammal ho li..toh ghiggi bandh gai.. :-SS
choonke aap toh bol leeen.ham bole toh seedhe kaan dhar liye jaawainge..
aisa koi shandar naqsha naweesi ki hai.ke kia koi naqsha nawees aisi manzar kashi kare ga....... tinnd ka zikar na hota.toh khud maasoom ko is ataab ka shikar samjhti rehti.wo to bhala ho.ke tinnd aur phir end main naam se aagah kar dia aap ne...
warna ghutnoun main sir diye baithi rehti..........
aap dua kijiye ga..ke mera reply koi na parhe..kion ke ataab se dar laage hai. :P
bohot umda likha hia.. qalam ki maahiraana salaahitaain paish ki hain aap ne...
aur andaza ho paa raha hai..ke aisi himmat tabhi pai hai..jab mohtram ne tinnd karwaai hai..:))

Quote:
Originally Posted by
CaLmInG MeLoDy

Tumharay repu comment ka jawab ye hai k
Mamin darti warti kisi say nahi hai.... Aur mujhe achi tarhan maloom hai muhtaram ko urdu samjh kakh nahi ani ;)
Iradon ko choro....meray mood ki khatarnaki ka andaza tumhay title parh k hojana chahiye tha.
Mujhe khud andaza nahi tha k main bigray mood main zehan behter dora laiti hoon =))
Demagh ko laga zang arsay baad utra hai tum zara idhar udhar hojana kahin zad main aakar zakhmi na hojana :P
Beta ji tumhay tind bhi samjh nahi ani thi jo agar tinday say waqfiyat na hoti =))
Tehreer parhnay aur sarhanay ka behad shukriya
Nahi ata koi atab....kiyun k muhtaram ko tou dor rehna hai na forum k mamlat say
Khud yahan aakar jhank jain..........naam badal dongi muhtaram ka =))

Ama kia tehreer likh daali. Amer aiyar yad a gaya. Go k. Baghal mai khanjar liye ab bhi phirti ho mamin. Bach k rehna pare ga. Kal ko haMari hajamat ho gai to. Abi toh kisi ne moo dekha nai. Hajamat k bad dikhne kabil rahe ga b ni..

Lo g. Ustad to ustad. Tifl ki ustadi b kabil deed.

Rohail

Haan amer,
Usay tou ghar,be gham,beta aur rozgar k jhamelay fursat nahi detay warna mosoof yahan aa bhi chukay hotay aur ab tak ban bhi ho chukay hotay =))
Alhamd u lillah,teer,talwar,khanjar,bugda,bandoq samait mera tarkash aaj bhi salamat hai,war karna chora hai bhooli nahi hoon hargiz bhi :P
Bilkul,tum side par hojao warna zad main aakar jitnay dikhtay ho uss say bhi jao ge b-(
Re: !جی میں آتا ہے کہ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔مار ہی ڈالی&
Quote:
Originally Posted by
Rohail
Lo g. Ustad to ustad. Tifl ki ustadi b kabil deed.
Koi shak......????
Re: !جی میں آتا ہے کہ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔مار ہی ڈالی&
Well done
pehli 2 lines parr k hi pta chal gya tha ye kon be naam nhi balky badnaam nhi nhi mera matlab anjaan pehchan hai ha laga
behtreen tehreer boht acha laga parr k ALLAHumma barik alehe
Khush rehye
Re: !جی میں آتا ہے کہ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔مار ہی ڈالی&
Quote:
Originally Posted by
Arosa Hya

=)) =))
Mujhe qatan andaza nahi tha ye tind itni mash'hor hai =))
Bohat shukriya bachay,parhnay,pasand karnay aur sarhanay k liye
Khush raho,jeeti raho ameen
Re: !جی میں آتا ہے کہ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔مار ہی ڈالی&
Quote:
Originally Posted by
Mamin Mirza
Tumharay repu comment ka jawab ye hai k
Mamin darti warti kisi say nahi hai.... Aur mujhe achi tarhan maloom hai muhtaram ko urdu samjh kakh nahi ani ;)
Iradon ko choro....meray mood ki khatarnaki ka andaza tumhay title parh k hojana chahiye tha.
Mujhe khud andaza nahi tha k main bigray mood main zehan behter dora laiti hoon =))
Demagh ko laga zang arsay baad utra hai tum zara idhar udhar hojana kahin zad main aakar zakhmi na hojana :P
Beta ji tumhay tind bhi samjh nahi ani thi jo agar tinday say waqfiyat na hoti =))
Tehreer parhnay aur sarhanay ka behad shukriya
Nahi ata koi atab....kiyun k muhtaram ko tou dor rehna hai na forum k mamlat say
Khud yahan aakar jhank jain..........naam badal dongi muhtaram ka =))
sirf aur siraf aap ke kehne pe maan liya..ke ataab nahi aaye ga.. :D
aur agar aaya bhi toh..aap ke peeche chup jaoongi.. =)).. aur ain peeche chup ke..aap ke kaan main mashware bhi phoonkoongi aur tapane ke.
aur is baat se toh agre karti hon ke..kisko time hia bhala forum pe jhakk marne ka...~X(..sirf ham hi hain.toh aate jaate hain.
Quote:
Originally Posted by
Rohail
Lo g. Ustad to ustad. Tifl ki ustadi b kabil deed.
:P aisa kia... :D