CaLmInG MeLoDy
09-18-2014, 03:23 PM
Assalam o Alaikum
kisi bhi drama ke promo ya add main . aaj kal indian style commentary start kar di gai hai.
jaise is character ke sath kia ye charecter bhi khudkushi kar lega
ya kia ye shaadi ho paye gi
ya kisi bhi charecter ki jo soch hai usko pehle se commentary main bayaan kia jaaye..
mera aap logon se sawal ye hai ke kia aisa karna pakistani dramas ko bekaar hone ki had tak nuqsaan de raha hai .
mujhe lagta hai ke pakistani dramas shandar hote hain. ab un main ye new adittion kkar ke in valuable dramas ko ajeeb soch aur ajeeb andaz dia jaa raha hia.just for copying others.
daikhne waale ki aankh aur kaan apne andaz main har cheez ko daikhna aur sunnan chahte hain..un par zabardasti apni soch mslat karna ghalat hai.is se drama ka maza jaata rehta hai..aap ka kia khayaal hai?