Ram Mohan
09-09-2014, 08:17 AM
Maine jaan di, maine dil diya
Mager tuune aah kader na ki
Kisi baat pe jo kuch kahaa
Use chutkiyon main ura diya.
Chain se so raha tha main
Ode kafan mazaar main.
Are yahan bhii sataane aagaye
Kisne pata bataa diyaa.
Kabra pe aaker meri,
Tune jo muskara diya,
Bujli chamak ke gir pari,
Saara kafan jalaa diya.
Mager tuune aah kader na ki
Kisi baat pe jo kuch kahaa
Use chutkiyon main ura diya.
Chain se so raha tha main
Ode kafan mazaar main.
Are yahan bhii sataane aagaye
Kisne pata bataa diyaa.
Kabra pe aaker meri,
Tune jo muskara diya,
Bujli chamak ke gir pari,
Saara kafan jalaa diya.