CaLmInG MeLoDy
08-21-2014, 01:26 PM
fb book par aik picture daikhi thi. abhi mere paas nahi hai warna share karti.
us pic ke lehaz se..aaj kal ki aur puraane zamaane ki larkiyoun ka comparison kia gaya tha. aaj kal ki larkiyoun ke muqaable main ye picture main show kia gaya tha ke puraane zamaane ki larkiyaan jab net nahi hota tha..toh dopeher main ikhate baith kar aik doosre ki joaain maar rahi hoti theen. :dhanda:. aap ka kia khayaal hai is baar emain ..;Hiden: